saya 1960 Songs, Lyrics & Video

saya 1960
Diwana Sayano Ko Diwana
Singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Album: Khazana 1987
Save As

Diwana Sayano Ko Diwana Lyrics

Song Title = Diwana Sayano Ko Diwana Movie/album = Khazana (1987) Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar Song Lyricists = Anand Bakshi Music Director = Laxmikant Pyarelal Director = Harmesh Malhotra Mp3 Song Lyrics ((Mehfil mein sayano ki Ek deewana aa gaya Mehfil mein sayano ki Ek deewana aa gaya Phir na kahna, Deewana sayano ko Deewana bana gaya Deewana sayano ko Deewana bana gaya Khub gaya tir nazar Pe yu nasha chha gaya Ye ishara samjh lo Bas maza aa gaya Mehfil mein sayano ki Ek deewana aa gaya Mehfil mein sayano ki Ek deewana aa gaya Phir na kahna, Deewana sayano ko Deewana bana gaya Deewana sayano ko Deewana bana gaya Deewane kya naam hai, Naam mera gulpham hai Sach par teri hai kon Tumko fikar padi hai kon Dil tumpe kurban hai Rahne de anjan hai Aise dil na tod Mera daman chhod Aise dil na tod o Mera daman chhod Phir na kahna Nind nahi aati mujhko Zalim chain uda gaya Nind nahi aati mujhko Zalim chain uda gaya Mehfil mein sayano ki Ek deewana aa gaya Tera dil khoya kaha Upar bai taraf waha Aur nishani hai koi Chij purani hai koi Kya koi tasvir hai ha Uspe kuch tahrir hai Lata hu main dhund ke O jana humse puchh Phir na kahna ke Main anjana rahi raste Men dhokha kha gaya Main anjana rahi raste Mein dhokha kha gaya Mehfil mein sayano ki ek Deewana aa gaya Pyari tujhko jaan hai Banda to mehman hai Pyari tujhko jaan hai Arey banda to mehman hai Aake mujhse bat kar Tu mujhpe na ghat kar Main tumse kuch kam Nahi in bato mein dam nahi Nach ke ga ke dekh Le samne aake dekh le O nach ke ga ke dekh Le samne aake dekh le Phir na kahna Shabnam jaisa rup Ye bijli se takra gaya Shabnam jaisa rup Ye bijli se takra gaya Mehfil mein sayano ki Ek deewana aa gaya Mehfil mein sayano ki Ek deewana aa gaya Phir na kahna, Deewana sayano ko Deewana bana gaya Deewana sayano ko Deewana bana gaya....)) Posted by : {Ritu Kesharwani}

View complete song details

saya 1960 Video

A related video has not been stored for this result yet.

About saya 1960

BollyGane searches its song database for records related to saya 1960 and shows the closest available song, lyrics and stored video information.