Diwana Sayano Ko Diwana Lyrics, Singer & Song Details

Khazana 1987 album cover

Khazana 1987 Album Details

Harmesh Malhotra
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Randhir Kapoor, Rekha, Bindu

album songs
Diwana Sayano Ko Diwana
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Diwana Sayano Ko Diwana Lyrics

Song Title = Diwana Sayano Ko Diwana
Movie/album = Khazana (1987)
Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Harmesh Malhotra

Mp3 Song Lyrics

((Mehfil mein sayano ki
Ek deewana aa gaya
Mehfil mein sayano ki
Ek deewana aa gaya
Phir na kahna,
Deewana sayano ko
Deewana bana gaya
Deewana sayano ko
Deewana bana gaya
Khub gaya tir nazar
Pe yu nasha chha gaya
Ye ishara samjh lo
Bas maza aa gaya
Mehfil mein sayano ki
Ek deewana aa gaya
Mehfil mein sayano ki
Ek deewana aa gaya
Phir na kahna,
Deewana sayano ko
Deewana bana gaya
Deewana sayano ko
Deewana bana gaya

Deewane kya naam hai,
Naam mera gulpham hai
Sach par teri hai kon
Tumko fikar padi hai kon
Dil tumpe kurban hai
Rahne de anjan hai
Aise dil na tod
Mera daman chhod
Aise dil na tod o
Mera daman chhod
Phir na kahna
Nind nahi aati mujhko
Zalim chain uda gaya
Nind nahi aati mujhko
Zalim chain uda gaya
Mehfil mein sayano ki
Ek deewana aa gaya

Tera dil khoya kaha
Upar bai taraf waha
Aur nishani hai koi
Chij purani hai koi
Kya koi tasvir hai ha
Uspe kuch tahrir hai
Lata hu main dhund ke
O jana humse puchh
Phir na kahna ke
Main anjana rahi raste
Men dhokha kha gaya
Main anjana rahi raste
Mein dhokha kha gaya
Mehfil mein sayano ki ek
Deewana aa gaya

Pyari tujhko jaan hai
Banda to mehman hai
Pyari tujhko jaan hai
Arey banda to mehman hai
Aake mujhse bat kar
Tu mujhpe na ghat kar
Main tumse kuch kam
Nahi in bato mein dam nahi
Nach ke ga ke dekh
Le samne aake dekh le
O nach ke ga ke dekh
Le samne aake dekh le
Phir na kahna
Shabnam jaisa rup
Ye bijli se takra gaya
Shabnam jaisa rup
Ye bijli se takra gaya
Mehfil mein sayano ki
Ek deewana aa gaya
Mehfil mein sayano ki
Ek deewana aa gaya
Phir na kahna,
Deewana sayano ko
Deewana bana gaya
Deewana sayano ko
Deewana bana gaya....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Diwana Sayano Ko Diwana

Diwana Sayano Ko Diwana is a song from Khazana 1987. It is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Khazana 1987 album song list for more songs and album details.