muqaddar 1978 Songs, Lyrics & Video

muqaddar 1978
Muqaddar Ka Badshah Title
Singer: Amit Kumar
Album: Muqaddar Ka Badshaah 1990
Save As

Muqaddar Ka Badshah Title Lyrics

Song Title = Muqaddar Ka Badshah Title Movie/Album = Muqaddar Ka Badshaah (1990) Singers = Amit Kumar Song Lyricists = Sameer Music Composer = Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah) Director = Rama Rao Tatineni Mp3 Song Lyrics ((Jalimo ke julm ki aag mein jala Aasuo ko pi gaya kato pe chala Julm ko jamane se mitane ke liye Ban gaya main ban gaya Muqaddar ka badshaah Muqaddar ka badshaah Jalimo ke julm ki aag mein jala Aasuo ko pi gaya kato pe chala Julm ko jamane se mitane ke liye Ban gaya main ban gaya Muqaddar ka badshaah Muqaddar ka badshaah Dhongi papi adharmi ko bhagwan kaha logo me Desh ko jisne luta us mahan kaha logo ne Lut ke aise lutero se maine diya jo garibo ko Apne hatho se jo sawara bigde huye nasibo ko To kya yeh na insafi hai kya yeh pap hai Kya yeh gunah hai bolo Parda sabse chehre se uthane ke liye Li hai jo kasam use nibhane liye Julm ko jamane se mitane ke liye Ban gaya main ban gaya Muqaddar ka badshaah Muqaddar ka badshaah Jab baban ki abru lutne lage Jab bahan ki abru lutne lage Dard ke pahad mujhpe tutne lage Main kaise chup rahta Kitne sitam sahata bolo Kanun ke waihsi darindo ne itna majbur kiya Maine apne hatho se janjiro ko tod diya Dusmano ko khak mein milane ke liye Pyas unke khun se bujhane ke liye Julm ko jamane se mitane ke liye Ban gaya main ban gaya Muqaddar ka badshaah Muqaddar ka badshaah Jalimo ke julm ki aag mein jala Aasuo ko pi gaya kato pe chala Julm ko jamane se mitane ke liye Ban gaya main ban gaya Muqaddar ka badshaah Muqaddar ka badshaah Muqaddar ka badshaah...)) Posted By : {Anamika Tyagi}

View complete song details

muqaddar 1978 Video

A related video has not been stored for this result yet.

About muqaddar 1978

BollyGane searches its song database for records related to muqaddar 1978 and shows the closest available song, lyrics and stored video information.