Muqaddar Ka Badshah Title Lyrics, Singer & Song Details

Muqaddar Ka Badshaah 1990 album cover

Muqaddar Ka Badshaah 1990 Album Details

Rama Rao Tatineni
Viju Shah
Shailendra
Vinod Khanna, Shabana Azmi, Vijayshanti, Anupam Kher, Kader Khan

album songs
Muqaddar Ka Badshah Title
Singer : Amit Kumar

Muqaddar Ka Badshah Title Lyrics

Song Title = Muqaddar Ka Badshah Title
Movie/Album = Muqaddar Ka Badshaah (1990)
Singers = Amit Kumar
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)
Director = Rama Rao Tatineni

Mp3 Song Lyrics

((Jalimo ke julm ki aag mein jala
Aasuo ko pi gaya kato pe chala
Julm ko jamane se mitane ke liye
Ban gaya main ban gaya
Muqaddar ka badshaah
Muqaddar ka badshaah
Jalimo ke julm ki aag mein jala
Aasuo ko pi gaya kato pe chala
Julm ko jamane se mitane ke liye
Ban gaya main ban gaya
Muqaddar ka badshaah
Muqaddar ka badshaah

Dhongi papi adharmi ko bhagwan kaha logo me
Desh ko jisne luta us mahan kaha logo ne
Lut ke aise lutero se maine diya jo garibo ko
Apne hatho se jo sawara bigde huye nasibo ko
To kya yeh na insafi hai kya yeh pap hai
Kya yeh gunah hai bolo
Parda sabse chehre se uthane ke liye
Li hai jo kasam use nibhane liye
Julm ko jamane se mitane ke liye
Ban gaya main ban gaya
Muqaddar ka badshaah
Muqaddar ka badshaah

Jab baban ki abru lutne lage
Jab bahan ki abru lutne lage
Dard ke pahad mujhpe tutne lage
Main kaise chup rahta
Kitne sitam sahata bolo
Kanun ke waihsi darindo ne itna majbur kiya
Maine apne hatho se janjiro ko tod diya
Dusmano ko khak mein milane ke liye
Pyas unke khun se bujhane ke liye
Julm ko jamane se mitane ke liye
Ban gaya main ban gaya
Muqaddar ka badshaah
Muqaddar ka badshaah

Jalimo ke julm ki aag mein jala
Aasuo ko pi gaya kato pe chala
Julm ko jamane se mitane ke liye
Ban gaya main ban gaya
Muqaddar ka badshaah
Muqaddar ka badshaah
Muqaddar ka badshaah...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Muqaddar Ka Badshah Title

Muqaddar Ka Badshah Title is a song from Muqaddar Ka Badshaah 1990. It is sung by Amit Kumar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Viju Shah. Read the lyrics above and view the Muqaddar Ka Badshaah 1990 album song list for more songs and album details.