bad boys good boys Songs, Lyrics & Video

bad boys good boys
Main Badhiya Tu Bhi Badhiya
Singer: Sonu Nigam & Sunidhi Chauhan
Album: Sanju 2018
Save As

Main Badhiya Tu Bhi Badhiya Lyrics

Praan Priye! Tum Kishan ho main hoon Radha Tum sui ho main hoon dhaaga Phir sangam kyun hai.. Aadha.. aadha.. aadha.. Pa pa ra pa… Main badhiya tu bhi badhiya Shaadi kar le saanwariya Phootengi phir phuljhadiyan Badhiya badhiyaaan… Pa pa ra pa… Main badhiya tu bhi badhiya Par main azaad hoon chidiya Rakh tu apni phuljhadiyan Badhiya badhiyaa… Chatt mangni, kar patt mangni Mujhe patni banale jhatt patt apni Sun pagli main hoon chhora jungli Arey kaahe ko banana chaahe meri chattni Oho. oho Main badhiya tu bhi badhiya Shaadi kar le saanwariya Phootengi phir phuljhadiyan Badhiya badhiyaaan… Nahi priye Main badhiya tu bhi badhiya Par main azaad hoon chidiya Rakh tu apni phuljhadiyan Badhiya badhiyaa… Pa pa ra pa… Sun sajna kal aaya sapna Maine sapne mein dekha mandap apna Sab taare thhe baraati Sang naach rahe suraj chanda Jaag jaa re pagli tu Sapna nahi hai yeh hai durghatna Durghatna… Suraj se mandap jal jayega Mujhe nahi pakna, nahi pakna Oho. oho Main badhiya tu bhi badhiya Hum kyun phoonke yeh duniya Rakh tu apni phuljhadiyan Badhiya badhiya… Teri bagiya main aake Phool khila dungi main… Kar shaadi Arey bhool ja tu phool wool Bagiya mein karni hai Kheti baadi Aath dus bacche honge Tutlayenge Mummy Daddy Mummy Daddy… Abhi kya kam hai Jo hum bhi badhaye Duniya ki abaadi Arey hum do humaare do Apna lenge hum ye naara Ye naara… Paalunga main do bhi kaise Naukri nahi hai main hoon awaara Awaara… Oye oye oye… Main badhiya tu bhi badhiya Par pahle dhoondon naukariya Phodenge phir phuljhaldiya Badhiya badhiya… Badhiya ji badhiya Badhiya… Badhiya ji badhiya Badhiya… Main badhiya tu bhi badhiya Dono azaad hain chidiya Pahle dhoondon naukariya badhiya badhiya Main badhiya tu bhi badhiya Dhoondunga main naukariya Phonkenge ye phuljhadiya badhiya badhiya Samjhe, aan? Badhiya!

View complete song details

bad boys good boys Video

A related video has not been stored for this result yet.

About bad boys good boys

BollyGane searches its song database for records related to bad boys good boys and shows the closest available song, lyrics and stored video information.