Main Badhiya Tu Bhi Badhiya Lyrics, Singer & Song Details

Sanju 2018 album cover

Sanju 2018 Album Details

Rajkumar Hirani
A. R. Rahman Rohan-Rohan Vikra
Puneet Sharma / Rohan-rohan
Ranbir Kapoor Vicky Kaushal Paresh Rawal Anushka Sharma Dia Mirza Jim Sarbh Sonam Kapoor Manisha Ko

album songs
Main Badhiya Tu Bhi Badhiya
Singer : Sonu Nigam & Sunidhi Chauhan

Main Badhiya Tu Bhi Badhiya Lyrics

Praan Priye!

Tum Kishan ho main hoon Radha
Tum sui ho main hoon dhaaga
Phir sangam kyun hai..
Aadha.. aadha.. aadha..

Pa pa ra pa…


Main badhiya tu bhi badhiya
Shaadi kar le saanwariya
Phootengi phir phuljhadiyan
Badhiya badhiyaaan…

Pa pa ra pa…


Main badhiya tu bhi badhiya
Par main azaad hoon chidiya
Rakh tu apni phuljhadiyan
Badhiya badhiyaa…

Chatt mangni, kar patt mangni
Mujhe patni banale jhatt patt apni

Sun pagli main hoon chhora jungli
Arey kaahe ko banana chaahe meri chattni

Oho. oho

Main badhiya tu bhi badhiya
Shaadi kar le saanwariya
Phootengi phir phuljhadiyan
Badhiya badhiyaaan…
Nahi priye
Main badhiya tu bhi badhiya
Par main azaad hoon chidiya
Rakh tu apni phuljhadiyan
Badhiya badhiyaa…

Pa pa ra pa…

Sun sajna kal aaya sapna
Maine sapne mein dekha mandap apna
Sab taare thhe baraati
Sang naach rahe suraj chanda

Jaag jaa re pagli tu
Sapna nahi hai yeh hai durghatna
Durghatna…
Suraj se mandap jal jayega
Mujhe nahi pakna, nahi pakna
Oho. oho


Main badhiya tu bhi badhiya
Hum kyun phoonke yeh duniya
Rakh tu apni phuljhadiyan

Badhiya badhiya…

Teri bagiya main aake
Phool khila dungi main…
Kar shaadi

Arey bhool ja tu phool wool
Bagiya mein karni hai
Kheti baadi

Aath dus bacche honge
Tutlayenge Mummy Daddy
Mummy Daddy…

Abhi kya kam hai
Jo hum bhi badhaye
Duniya ki abaadi

Arey hum do humaare do
Apna lenge hum ye naara
Ye naara…


Paalunga main do bhi kaise
Naukri nahi hai main hoon awaara
Awaara…

Oye oye oye…

Main badhiya tu bhi badhiya
Par pahle dhoondon naukariya
Phodenge phir phuljhaldiya
Badhiya badhiya…

Badhiya ji badhiya
Badhiya…

Badhiya ji badhiya
Badhiya…

Main badhiya tu bhi badhiya
Dono azaad hain chidiya
Pahle dhoondon naukariya badhiya badhiya
Main badhiya tu bhi badhiya
Dhoondunga main naukariya
Phonkenge ye phuljhadiya badhiya badhiya

Samjhe, aan?
Badhiya!

About Main Badhiya Tu Bhi Badhiya

Main Badhiya Tu Bhi Badhiya is a song from Sanju 2018. It is sung by Sonu Nigam & Sunidhi Chauhan . Lyrics are credited to Puneet Sharma / Rohan-rohan. Music information: A. R. Rahman Rohan-Rohan Vikra. Read the lyrics above and view the Sanju 2018 album song list for more songs and album details.