Parcham lehra do Songs, Lyrics & Video

Parcham lehra do
Ya to barbaad kar do
Singer: Arijit Singh
Album: Ludo 2020
Save As

Ya to barbaad kar do Lyrics

Song Title = Ya to barbaad kar do Movie/album = Ludo 2020 Singers = Arijit Singh Song Lyricists = Sandeep Srivastava Music = Pritam Mp3 Song Lyrics Ya toh barbaad kar do Ya toh barbaad kar do, ya phir aabaad kar do Ya toh barbaad kar do, ya phir aabaad kar do "Woh galat tha, yeh sahi hai, " jhooth yeh aaj keh do Itna ehsaan kar do... Itna ehsaan kar do, poore armaan kar do Lab pe aakar jo ruke hain, dhaai woh harf keh do "Meri saanson se judi hai teri har saans, " keh do Mushkil aasaan kar do (Kar do, kar do, mushkil aasaan...) Mushkil aasaan kar do Ya toh barbaad kar do, ya phir aabaaacd kar do Ya toh barbaad kar do... Meetha sa yeh zeher main toh peeta rahunga Tu Khuda na sahi, main toh sajde karunga Mm, mm Meetha sa yeh zeher main toh peeta rahunga Tu Khuda na sahi, main toh sajde karunga Tum jo Shirin na hue kya? Hum ko Farhad kar do "Meri saanson se judi hai teri har saans, " keh do Mushkil aasaan kar do Ya toh barbaad kar do, ya phir aabaad kar do Ya toh barbaad kar do... Keh do (keh do), keh do (keh do) Keh do (keh do), keh do (keh do) (Keh do) Khwabon ko jagah na mili aankhon mein Wahan pehle se hi sailaab tha Naghme banata phira saazon pe Dil apna faqat mizraab tha Mm, oh-oh Khwabon ko jagah na mili aankhon mein Wahan pehle se hi sailaab tha Naghme banata phira saazon pe Dil apna faqat mizraab tha Meri bejaan hasraton ko qaabil-e-daar kar do "Meri saanson se judi hai teri har saans, " keh do Itna ehsaan kar do (kar do, kar do, itna ehsaan) Itna ehsaan kar do, poore armaan kar do Ya toh barbaad kar do, ya phir aabaad kar do

View complete song details

Parcham lehra do Video

A related video has not been stored for this result yet.

About Parcham lehra do

BollyGane searches its song database for records related to Parcham lehra do and shows the closest available song, lyrics and stored video information.