Ya to barbaad kar do Lyrics, Singer & Song Details

Ludo 2020 album cover

Ludo 2020 Album Details

Anurag Basu
Pritam
Sandeep Srivastava
Aditya Roy Kapur, Sanya Malhotra

album songs
Ya to barbaad kar do
Singer : Arijit Singh

Ya to barbaad kar do Lyrics

Song Title = Ya to barbaad kar do
Movie/album = Ludo 2020
Singers = Arijit Singh
Song Lyricists = Sandeep Srivastava
Music = Pritam


Mp3 Song Lyrics


Ya toh barbaad kar do
Ya toh barbaad kar do, ya phir aabaad kar do
Ya toh barbaad kar do, ya phir aabaad kar do
"Woh galat tha, yeh sahi hai, " jhooth yeh aaj keh do
Itna ehsaan kar do...
Itna ehsaan kar do, poore armaan kar do
Lab pe aakar jo ruke hain, dhaai woh harf keh do
"Meri saanson se judi hai teri har saans, " keh do
Mushkil aasaan kar do
(Kar do, kar do, mushkil aasaan...)
Mushkil aasaan kar do
Ya toh barbaad kar do, ya phir aabaaacd kar do
Ya toh barbaad kar do...
Meetha sa yeh zeher main toh peeta rahunga
Tu Khuda na sahi, main toh sajde karunga
Mm, mm
Meetha sa yeh zeher main toh peeta rahunga
Tu Khuda na sahi, main toh sajde karunga
Tum jo Shirin na hue kya? Hum ko Farhad kar do
"Meri saanson se judi hai teri har saans, " keh do
Mushkil aasaan kar do
Ya toh barbaad kar do, ya phir aabaad kar do
Ya toh barbaad kar do...
Keh do (keh do), keh do (keh do)
Keh do (keh do), keh do (keh do)
(Keh do)
Khwabon ko jagah na mili aankhon mein
Wahan pehle se hi sailaab tha
Naghme banata phira saazon pe
Dil apna faqat mizraab tha
Mm, oh-oh
Khwabon ko jagah na mili aankhon mein
Wahan pehle se hi sailaab tha
Naghme banata phira saazon pe
Dil apna faqat mizraab tha
Meri bejaan hasraton ko qaabil-e-daar kar do
"Meri saanson se judi hai teri har saans, " keh do
Itna ehsaan kar do (kar do, kar do, itna ehsaan)
Itna ehsaan kar do, poore armaan kar do
Ya toh barbaad kar do, ya phir aabaad kar do

About Ya to barbaad kar do

Ya to barbaad kar do is a song from Ludo 2020. It is sung by Arijit Singh. Lyrics are credited to Sandeep Srivastava. Music information: Pritam. Read the lyrics above and view the Ludo 2020 album song list for more songs and album details.