Hasti 1992 Songs, Lyrics & Video

Hasti 1992
Gham E Hasti Se Bas
Singer: Mohammed Rafi
Album: Vallah Kya Baat Hai 1962
Save As

Gham E Hasti Se Bas Lyrics

Song Title = Gham E Hasti Se Bas Movie/album = Vallah Kya Baat Hai (1962) Singer= Mohammed Rafi Lyrics= Anand Bakshi MD= Roshan Mp3 Song Lyrics ((Gham-e-hasti se bas begaanaa hotaa Khudaaya kaash main deewana hota gham-e-hasti se bas begaanaa chali aati qayaamat anjuman mein chali aati qayaamat anjuman mein gulon ko aag lag jaati chaman mein alag baitaa alag baitaa koi mastaana hota aaa Khudaayaa kaash main deewaana hota gham-e-hasti se bas begaanaa jo dekha hai suna hai zindagi mein jo dekha hai suna hai zindagi mein wo banke dard reh jaathaa na jee mein fakat ek khwaab fakat ek khwaab, ek afsaanaa hotaa Khudaayaa kaash main deewaana hota gham-e-hasti se bas begaanaa usee deewangee mein bekhudi mein usee deewaangee mein bekhudi mein na khulti aankh saari zindagi mein sadaa gardish mein sadaa gardish mein ek paimaanaa hotha Khudaayaa kaash main deewaana hota gham-e-hasti se bas begaanaa hotaa Khudaayaa kaash main deewanaa hotaa)) Posted By : {Anamika Tyagi}

View complete song details

Hasti 1992 Video

A related video has not been stored for this result yet.

About Hasti 1992

BollyGane searches its song database for records related to Hasti 1992 and shows the closest available song, lyrics and stored video information.