Gham E Hasti Se Bas Lyrics, Singer & Song Details

Vallah Kya Baat Hai 1962 album cover

Vallah Kya Baat Hai 1962 Album Details

Hari Walia
Roshanlal Nagrath
Anand Bakshi
Shammi Kapoor, Bina Rai, Nishi

album songs
Gham E Hasti Se Bas
Singer : Mohammed Rafi

Gham E Hasti Se Bas Lyrics

Song Title = Gham E Hasti Se Bas
Movie/album = Vallah Kya Baat Hai (1962)
Singer= Mohammed Rafi
Lyrics= Anand Bakshi
MD= Roshan

Mp3 Song Lyrics

((Gham-e-hasti se bas begaanaa hotaa
Khudaaya kaash main deewana hota
gham-e-hasti se bas begaanaa

chali aati qayaamat anjuman mein
chali aati qayaamat anjuman mein
gulon ko aag lag jaati chaman mein
alag baitaa
alag baitaa koi mastaana hota
aaa
Khudaayaa kaash main deewaana hota
gham-e-hasti se bas begaanaa

jo dekha hai suna hai zindagi mein
jo dekha hai suna hai zindagi mein
wo banke dard reh jaathaa na jee mein
fakat ek khwaab
fakat ek khwaab, ek afsaanaa hotaa
Khudaayaa kaash main deewaana hota
gham-e-hasti se bas begaanaa

usee deewangee mein bekhudi mein
usee deewaangee mein bekhudi mein
na khulti aankh saari zindagi mein
sadaa gardish mein
sadaa gardish mein ek paimaanaa hotha
Khudaayaa kaash main deewaana hota
gham-e-hasti se bas begaanaa hotaa
Khudaayaa kaash main deewanaa hotaa))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Gham E Hasti Se Bas

Gham E Hasti Se Bas is a song from Vallah Kya Baat Hai 1962. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Roshanlal Nagrath. Read the lyrics above and view the Vallah Kya Baat Hai 1962 album song list for more songs and album details.