Ajnabi saya 1998 song Songs, Lyrics & Video

Ajnabi saya 1998 song
Ajnabi Khwab Mein
Singer: Raaj Gopal Iyer
Album: Superstar 2008
Save As

Ajnabi Khwab Mein Lyrics

Song Title = Ajnabi Khwab Mein Movie/album = Superstar (2008) Singers = Raaj Gopal Iyer Song Lyricists = Shabbir Ahmed Music Director = Shamir Tandon Director = Rohit Jugraj Mp3 Song Lyrics ((Ajnabi khwab mein dekh tha joh, ho tum wahi Dil mujhe le chala, chal pada main toh wahi Ajnabi khwab mein dekh tha joh, ho tum wahi Dil mujhe le chala, chal pada main toh wahi Rat din main jaagata hu, beete pal ko sochata hu Har kadam ko dekhta hu main Rat din main jaagata hu, beete pal ko sochata hu Har kadam ko dekhta hu main Ajnabi khwab mein dekh tha joh, ho tum wahi Dil mujhe le chala, chal pada main toh wahi Kuchh toh naya ehsaas hai, joh mera mann udd raha Roke se bhi rukta nahin, kis or yeh mud raha Bunde ghiri khwahisho ki toh main, ek pal bhi na khud mein rahaan Ajnabi khwab mein dekh tha joh, ho tum wahi Dil mujhe le chala, chal pada main toh wahi Khusbu ghuli jasbaat mein, jaane paheli hai kya Baithe huye socha karu, yeh kyaa mujhe ho gaya Jhonkha koyi ek anjaan sa, dhadkano ko meri chhu raha Ajnabi khwab mein dekh tha joh, ho tum wahi Dil mujhe le chala, chal pada main toh wahi Rat din main jaagata hu, beete pal ko sochata hu Har kadam ko dekhta hu main Rat din main jaagata hu, beete pal ko sochata hu Har kadam ko dekhta hu main o o o Ajnabi khwab mein dekh tha joh, ho tum wahi Dil mujhe le chala, chal pada main toh wahi...)) Posted by : {Ritu Kesharwani}

View complete song details

Ajnabi saya 1998 song Video

A related video has not been stored for this result yet.

About Ajnabi saya 1998 song

BollyGane searches its song database for records related to Ajnabi saya 1998 song and shows the closest available song, lyrics and stored video information.