Ajnabi Khwab Mein Lyrics, Singer & Song Details

Superstar 2008 album cover

Superstar 2008 Album Details

Rohit Jugraj
Shamir Tandon
Shabbir Ahmed
Kunal Khemu, Tulip Joshi

album songs
Ajnabi Khwab Mein
Singer : Raaj Gopal Iyer

Ajnabi Khwab Mein Lyrics

Song Title = Ajnabi Khwab Mein
Movie/album = Superstar (2008)
Singers = Raaj Gopal Iyer
Song Lyricists = Shabbir Ahmed
Music Director = Shamir Tandon
Director = Rohit Jugraj

Mp3 Song Lyrics

((Ajnabi khwab mein dekh tha joh, ho tum wahi
Dil mujhe le chala, chal pada main toh wahi
Ajnabi khwab mein dekh tha joh, ho tum wahi
Dil mujhe le chala, chal pada main toh wahi
Rat din main jaagata hu, beete pal ko sochata hu
Har kadam ko dekhta hu main
Rat din main jaagata hu, beete pal ko sochata hu
Har kadam ko dekhta hu main
Ajnabi khwab mein dekh tha joh, ho tum wahi
Dil mujhe le chala, chal pada main toh wahi

Kuchh toh naya ehsaas hai, joh mera mann udd raha
Roke se bhi rukta nahin, kis or yeh mud raha
Bunde ghiri khwahisho ki toh main, ek pal bhi na khud mein

rahaan
Ajnabi khwab mein dekh tha joh, ho tum wahi
Dil mujhe le chala, chal pada main toh wahi

Khusbu ghuli jasbaat mein, jaane paheli hai kya
Baithe huye socha karu, yeh kyaa mujhe ho gaya
Jhonkha koyi ek anjaan sa, dhadkano ko meri chhu raha
Ajnabi khwab mein dekh tha joh, ho tum wahi
Dil mujhe le chala, chal pada main toh wahi
Rat din main jaagata hu, beete pal ko sochata hu
Har kadam ko dekhta hu main
Rat din main jaagata hu, beete pal ko sochata hu
Har kadam ko dekhta hu main o o o
Ajnabi khwab mein dekh tha joh, ho tum wahi
Dil mujhe le chala, chal pada main toh wahi...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ajnabi Khwab Mein

Ajnabi Khwab Mein is a song from Superstar 2008. It is sung by Raaj Gopal Iyer. Lyrics are credited to Shabbir Ahmed. Music information: Shamir Tandon. Read the lyrics above and view the Superstar 2008 album song list for more songs and album details.