tujhpe karke bharosa Songs, Lyrics & Video

tujhpe karke bharosa
Tujhpe Fida Hai
Singer: Sohail Sen, Tarannum Malik
Album: Sirf 2008
Save As

Tujhpe Fida Hai Lyrics

Song Title = Tujhpe Fida Hai Movie/Album = Sirf (2008) Singers = Sohail Sen, Tarannum Malik Song Lyricists = Mehboob Alam Kotwal, Vipul Saini Music Composer = Shibani Kashyap, Sohail Sen Director = Rajaatesh Nayar Mp3 Song Lyrics ((You got to get it all night Tujhpe fida hai mera di deewaana Main hu sharaabi tu hai paimaana Honto ke yeh jaam udaale, pine ka hai sama dilwale Honto ke yeh jaam udaale, pine ka hai sama dilwale Ishq tu hai, husn main hu, raat bhi hai jawa Raat bhar ki yeh kahaani, jaane kal hum kahaan Tujhpe fida hai mera di deewaana Main hu sharaabi tu hai paimaana Parde mein iss raat ke chhupa aur jaane hai kya kya Suraj ki aankhon se kal najar aayega aur kya kya Parde mein iss raat ke chhupa aur jaane hai kya kya Suraj ki aankhon se kal najar aayega aur kya kya Kaun marebi, kaun habibi, kaun kiska yahaan Raat bhar ki yeh kahani jaane kal hum kahaan Tujhpe fida hai mera di deewaana Main hu sharaabi tu hai paimaana Aazad hoga koyi, koyi kaide julfo mein hoga Shoharat milegi kahi, kahin koyi ruswa bhi hoga Aazad hoga koyi, koyi kaide julfo mein hoga Shoharat milegi kahi, kahin koyi ruswa bhi hoga Kaun sachcha, kaun jhuta, kaun kiska yahaan Raat bhar ki yeh kahani jaane kal hum kahaan Tujhpe fida hai mera di deewaana Main hu sharaabi tu hai paimaana You got to get it all night Honto ke yeh jaam udaale, pine ka hai sama dilwale Honto ke yeh jaam udaale, pine ka hai sama dilwale Ishq tu hai, husn main hu, raat bhi hai jawa Raat bhar ki yeh kahaani, jaane kal hum kahaan Tujhpe fida hai mera di deewaana Main hu sharaabi tu hai paimaana Tujhpe fida hai mera di deewaana Main hu sharaabi tu hai paimaana You got to get it all night.)) Posted by : {Anamika Tyagi}

View complete song details

tujhpe karke bharosa Video

A related video has not been stored for this result yet.

About tujhpe karke bharosa

BollyGane searches its song database for records related to tujhpe karke bharosa and shows the closest available song, lyrics and stored video information.