purani haveli Songs, Lyrics & Video

purani haveli
Sadiyo Purani Apni Kahani
Singer: Mohammed Rafi, Asha Bhosle
Album: Shehnai 1964
Save As

Sadiyo Purani Apni Kahani Lyrics

Song Title = Sadiyo Purani Apni Kahani Movie/Album = Shehnai (1964) Singer = Mohammed Rafi, Asha Bhosle Mp3 Song Lyrics ((ho o o o o o o o o o o o Sadiyon puraani apni kahaani muhabbat jisse aaj kahaan jaa rahi hai hamen saath dekha hai ek baar phir se zamaane ki raftaar sharmaa rahi hai sadiyon puraani apni kahaani miley the miley hain phir bhi milenge ye hai wo safar jiski manzil nahin miley the miley hain phir bhi milenge ye hai wo safar jiski manzil nahin wo ik lafz kahte hain jisko judaayi meri daastaan mein to shaamil nahin meri daastaan mein to shaamil nahin ho o o sadiyon puraani apni kahaani muhabbat isse aaj kahaan jaa rahi hai sadiyon puraani apni kahaani zamaane ki nazron ke andaaz badle magar teri meri nigaahen na badlin zamaane ki nazron ke andaaz badle magar teri meri nigaahen na badlin badalta rahaaa aasmaan chaal apni ye raahi na badli ye raahen na badle ye raahi na badli ye raahen na badle ho o o sadiyon puraani apni kahaani muhabbat jisse aaj kahaan jaa rahi hai sadiyon puraani apni kahaani agar zulf zanjeer banti rahegi muhabbat ki taqdeer banti rahegi agar zulf zanjeer banti rahegi muhabbat ki taqdeer banti rahegi nigaahon ki rangeeniyaan kam na hongi ummeedon ki tasweer banti rahegi ummeedon ki tasweer banti rahegi ho o o o sadiyon puraani apni kahaani muhabbat jisse aaj kahaan jaa rahi hai hamen saath dekha hai ik baar phir se zamaane ki raftaar sharmaa rahi hai Sadiyon puraani apni kahaani...) Posted by : {Ritu Kesharwani}

View complete song details

purani haveli Video

A related video has not been stored for this result yet.

About purani haveli

BollyGane searches its song database for records related to purani haveli and shows the closest available song, lyrics and stored video information.