oba variya Songs, Lyrics & Video

oba variya
Labon Ka Karobaar
Singer: Angaraag Mahanta (Papon)
Album: Befikre 2016
Save As

Labon Ka Karobaar Lyrics

Song Tittle = Labon Ka Karobaar Movie/album = Befikre (2016) Singers = Angaraag Mahanta (Papon) Song Lyricists = Jaideep Sahni Music Director = Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani Director = Aditya Chopra Mp3 Song Lyrics ((Jebon mein bikhre hain taare Khaali huaa aasmaan Haathon mein dhoop hai mere Barfeela baaki jahaan Rooh gaaye jhoome jaaye Dil kahe baar baar Ishq kar le Ishq jee le Ishq labon ka karobaar Jebon mein bikhre hain taare Khaali huaa aasmaan Haathon mein dhoop hai mere Barfeela baaki jahaan Dhoop mein ishq chaaon Dard mein aaraam Makhmali har raat Sharbati har shaam Ishq ka leke naam Dil se nikle salaam Na chhupa na dabaa Hoja tu belagaam Ishq bina teri shaamein Khaali khanakte jaam Ishq karam se raatein Jo na chamakte chaand Rooh gaaye jhoome jaaye Dil kahe baar baar Ishq kar le Ishq jee le Ishq labon ka karobar Jebon mein bikhre hain taare Khaali huaa aasmaan Haathon mein dhoop hai mere Barfeela baaki jahaan Ishq labon ka karobaar..)) Posted by : {Sandhya Kanojiya}

View complete song details

oba variya Video

A related video has not been stored for this result yet.

About oba variya

BollyGane searches its song database for records related to oba variya and shows the closest available song, lyrics and stored video information.