netaji subhahs Songs, Lyrics & Video

netaji subhahs
Netaji Ka Jeewan Hai Balidan
Singer: C. Ramchandra
Album: Samadhi 1950
Save As

Netaji Ka Jeewan Hai Balidan Lyrics

Song Title = Netaji Ka Jeewan Hai Balidan Movie/album = Samadhi (1950) Singers = Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) Song Lyricists =Rajendra Krishan Music Director =Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) Director =Ramesh Saigal Mp3 Song Lyrics ((Ho netaji ka jeevan hai Balidan ki ek kahani Netaji ka jeevan hai Balidan ki ek kahani Balidan hi balidan hai Bachpan aur jawani Bachpan aur jawani Balidan ki ek kahani Balidan ki ek kahani Hoye bachpan hi se chanchal man mein Armano ka meinla tha Chhoti si ek lehar thi Dil mein toofano ka rela tha College mein ustad tha wo tha lodon ka gora Are usne kaha college mein ek din Hindi kala log chhichhora Sher boss ka khun jo khola Sher boss ka khun jo khola Gore ko ek chapat lagai Naam kata college se lekin Hind ki laaz bachai Netaji ka jeevan hai Balidan ki ek kahani Balidan hi balidan hai Bachpan aur jawani Balidan ki ek kahani Balidan ki ek kahani Maat pita ne samjhaya Aur englishtan mein kiya ravana Bado ke aage hoth na khole Lekin bagi dil na mana Europe mein ics ke imtihan ko paas kiya Are itna ucha hoda pakar deshbakt ne chhod diya Fir..hindsutan mein aakar pehle Ghandi ko parnaam kiya Ghandi ko parnaam kiya Ghandi ko parnaam kiya Wo desh ki seva ka bapu se Pehla pehla sabak liya Pehla pehla sabak liya Pehla pehla sabak liya Bharat ke dukh dard ko Socha samjha aur pehcahana Kamar bandh kar ran mein aaya aazadi ka deewana Aazadi ka deewana Aazadi ka deewana Kiya angrejo ne ye aid Kiya is bhagi ko ab kaid Kuchal dale masal dale Kuchal dale masal dale Magar.. Bachpan se jo bhagi ho Wo julm se darna kya jane Jalne kab gabhrate hai Samma watan ke parvane Jiski rag rag mein shole ho Wo kya samjhe chingari ko Hathkadiyo ko zanziro ko Jelo ki char deewari ko Kadam kadam par mushkil aayi Lekin sher sada lalkara Rah nahi sakta gair ke bas mein Hidustan hamara Rah nahi sakta gair ke bas mein Hidustan hamara Rah nahi sakta gair ke bas mein Hidustan hamara Sarkar ne kar dali nazar band jaban band Maidan ke jo mard hai hote hai kaha band Ek raat ko chupke hi se ghum ho gaye neta Shor hua subah kaha kho gaye neta Janta bhi thi hairan To sarkar bhi hairan Udd jane se bulbul ke saiyad tah pareshan Mata ko ye ummid thi laut aayega beta Mata se kahe bina kaha jayega beta Is aas mein darwaje bhi ghar ke na kiya band Aa jayega aa jayega Wo laal wo parjand Is maa se badi maa hai jo hindustan hai Wo chhod gaya maa ko Badi maa ko chhudane Is hind ki bigadi hui taqdeer banane Badal sakani besh chala pardesh Chhod kar desh hamara neta Badal sakani besh chala pardesh Chhod kar desh hamara neta Aazadi ki nai ladai ladne pyara neta Hindustan se kabul mein Aur kabul se burlan mein Chalte chalte pehuch gaya Wo singapur ke ran mein Kom ki ye fauj ka naya tarana ban gaya Kom ki ye fauj ka naya tarana ban gaya Ek ek tinka chuna Aur aasiyana bana gaya Jai gandhi jai subhash Jai gandhi jai subhash Jai hind jai hind jai hind Jai hind jai hind jai hind jai hind...)) Posted by : {Ritu Kesharwani}

View complete song details

netaji subhahs Video

A related video has not been stored for this result yet.

About netaji subhahs

BollyGane searches its song database for records related to netaji subhahs and shows the closest available song, lyrics and stored video information.