deer deer Songs, Lyrics & Video
![]() |
||
|
Is Bairan Taqdeer Ko
Singer: Asha Bhosle Album: Mahaveera 1988 |
Save As | |
Is Bairan Taqdeer Ko Lyrics
Song Title = Is Bairan Taqdeer Ko
Movie/Album = Mahaveera (1988)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Anandji Virji Shah,
Kalyanji Virji Shah
Director = Naresh Saigal
Mp3 Song Lyrics
((Is bairan taqdeer ko tha
Jo na hamse bair
Phir bhi maang rahein hum
Aye logo sab ki khair
Saari duniya ho gayi dushaman aaj hamari
Saari duniya ho gayi dushaman aaj hamari
Is kismat ne bana diya hamko aaj bhikhari
Is kismat ne bana diya hamko aaj bhikhari
Saari duniya ho gayi dushaman aaj hamari
Is kismat ne bana diya hamko aaj bhikhari
Is kismat ne bana diya hamko aaj bhikhari
Main bhookhi reh sakti hoon
Par in bacho ka kyaa karoon
Main bhookhi reh sakti hoon
Par in bacho ka kyaa karoon
Is jeene se maut aajaye hamsab ko ye duaa
karu
Ye jeevan balawan bada
Ye jeevan balawan bada
Main ik nirabal naari
Is kismat ne bana diya hamko aaj bhikhari
Hamko aaj bhikhari
Saari duniya ho gayi dushaman aaj hamari
Aisa waqt pada hampar jo kisi par pad sakta
hai
Aisa waqt pada hampar jo kisi par pad sakta
hai
Kaun bhala duniya mein apni kismat se lad
sakta hai
Bhula panchhi kyaa karen
Bhula panchhi kyaa karen
Jab pichhe pade shikari
Is kismat ne bana diya hamko aaj bhikhari
Hamko aaj bhikhari
Saari duniya ho gayi dushaman aaj hamari
Duniya jisko thukadaye bhagwan sahara deta
hai
Duniya jisko thukadaye bhagwan sahara deta
hai
Dubne wali kasti ko tufan kinara deta hai
Dub saki na paar hui
Dub saki na paar hui
Main dukh dard ki maari
Is kismat ne bana diya hamko aaj bhikhari
Hamko aaj bhikhari
Saari duniya ho gayi dushaman aaj hamari
Saari duniya ho gayi dushaman aaj hamari
Is kismat ne bana diya hamko aaj bhikhari
Hamko aaj bhikhari...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
deer deer Video
A related video has not been stored for this result yet.
Featured Album
MP3 Song Annual List
2025
2024
2022
2021
2020
2019
2018
2017
2016
2015
2014
2013
2012
2011
2010
2009
2008
2007
2006
2005
2004
2003
2002
2001
2000
1999
1998
1997
1996
1995
1994
1993
1992
1991
1990
1989
1988
1987
1986
1985
1984
1983
1982
1981
1980
1979
1978
1977
1976
1975
1974
1973
1972
1971
1970
1969
1968
1967
1966
1965
1964
1963
1962
1961
1960
1959
1958
1957
1956
1955
1954
1953
1952
1951
1950
1949
1948
1947
1946
1945
1944
1943
1942
1941
1940
1939
1938
1937
1936
1935
1934
1933
1932
1885
1447
0




