bheega bheega mausam aaeya Songs, Lyrics & Video

bheega bheega mausam aaeya
Jhoomta Mausam Mast
Singer: Manna Dey, Lata Mangeshkar
Album: Ujala 1959
Save As

Jhoomta Mausam Mast Lyrics

Song Title = Jhoomta Mausam Mast Movie/Album = Ujala 1959 Singer(s) = Manna Dey, Lata Mangeshkar Music Director(s) = Shankar-Jaikishan Lyricist(s) = Hasrat Jaipuri Mp3 Song Lyrics ((jhumata mausam mast mahina, chaand see goree ek hasina aankh me kaajal munh pe pasina, aise me mushkil kar ke jina ya allah, ya allah, (dil le gayee -2) koyee rangila sapano me aake, ek najar se apana banaake pyaar kaa jaadu hamape chalaake ya allah, ya allah, (dil le gaya -2) thandee sadak nim tale tire najar khub chale o tum bhee udhar jakhmee huye, ham bhee idhar jakhmee huye haay laal chunariya chaal niraalee, sar pe jhumar kaan me baalee haath me chudiya motiyo vaalee ya allah........ tum bhee yaha ham bhee yaha, aisa milan hoga kaha o teree kasam jaanejaha, dil hai vahee tu hai jaha o dil kaa maalik ik matvaala, iss jahaan me sabse niraala pyaar kaa suraj dil kaa ujaala ya allah........ dono taraf aag lagee, aisee lagee bujh naa sakee o tum bhee jale ham bhee jale, khil toh gayee dil kee kalee mukhada teraa gul kee kahaanee, julfe teree shyaam suhaanee rup kee malaka pyaar kee raanee ya allah........)) Posted by : {Ritu Kesharwani}

View complete song details

bheega bheega mausam aaeya Video

A related video has not been stored for this result yet.

About bheega bheega mausam aaeya

BollyGane searches its song database for records related to bheega bheega mausam aaeya and shows the closest available song, lyrics and stored video information.