bemisal 1982 Songs, Lyrics & Video

bemisal 1982
Tu Lajawab Bemisal
Singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar
Album: Hum Dono 1985
Save As

Tu Lajawab Bemisal Lyrics

Song Lyrics Title =Tu Lajawab Bemisaal Movie/album = Hum Dono (1985) Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar Song Lyricists = Anand Bakshi Music Director = Rahul Dev Burman Director = B.S. Glaad Mp3 Song Lyrics ((Ui tauba Tu lajawab bemisaal Dilbar yaar dilbaar jaani Kya main kya pyaar pyaar Mera hai teri meherbaani Tu hai toh zindagi hai khaak Hai warna yeh zindagani Tu lajawab bemisaal Dilbar yaar dilbaar jaani Kya main kya pyaar pyaar Mera hai teri meherbaani Tu hai toh zindagi hai khaak Hai warna yeh zindagani Chhodo ishaare kyun Kyun bolo zubaan se kya Tumane yeh baatein Haan haan sikhi kaha se Chhodo ishaare bolo Zubaan se tumane yeh Baatein sikhi kaha se Yeh toh tere pyaar ka kamaal Hai sanam duniya badal gayi hai Badala jaha yaani Yeh meri mastiya hai saari Teri pyaar ki nishaani Ho tu lajawab bemisaal Dilbar yaar dilbaar jaani Kya main kya pyaar mera Hai teri meherbaani Tu hai toh zindagi hai khaak Hai warna yeh zindagani Lehraake aaya kya Mausam suhana achchha Dil ki lagi ka haan haan aaya zamaana Lehraake aaya mausam suhana Dil ki lagi ka aaya zamaana Leke aaya pyaar yeh bahaar ka sama Dil mein na pyaaar ho toh Chaahe yeh rut suhaani Dil mein na ho mohabbat Toh bhala kis kaam ki jawaani Tu lajawab bemisaal dilbar Yaar dilbaar jaani Kya main kya pyaar pyaar Mera hai teri meherbaani Tu hai toh zindagi hai Khaak hai warna yeh zindagani Kuchh mil gaya hai haan Kuchh kho gaya hai kya Yeh mujhako jaane yeh Hey kya ho gaya hai Kuchh mil gaya hai kuchh kho gaya hai Yeh mujhako jaane kya ho gaya hai Tune mujhe meri jaan hairaan kar diya Sirat nayi nayi hai surat magar puraani Mere dil mein mere honto pe Tere pyaar ki nishaani Hoo tu lajawab bemisaal Dilbar yaar dilbaar jaani Kya main kya pyaar pyaar Mera hai teri meherbaani Tu hai toh zindagi hai khaak hai Warna yeh zindagani Tu lajawab bemisaal dilbar Yaar dilbaar jaani La la lala la la lala..)) Posted by : {Anamika Tyagi}

View complete song details

bemisal 1982 Video

A related video has not been stored for this result yet.

About bemisal 1982

BollyGane searches its song database for records related to bemisal 1982 and shows the closest available song, lyrics and stored video information.