baara baara manasa chora Songs, Lyrics & Video

baara baara manasa chora
Mubarak Eid Mubaarak
Singer: Sonu Nigam, Sneha Pant
Album: Tumko Na Bhool Paayenge 2002
Save As

Mubarak Eid Mubaarak Lyrics

Song Title = Mubarak Eid Mubaarak Movie/Album = Tumko Na Bhool Paayenge (2002) Singer(s) = Arvinder Singh, Sonu Nigam, Sneha Pant Music Director = Sajid-wajid Director = Pankuj Parashar Mp3 Song Lyrics ((--MALE 1-- Assalaam alaikum assalaam Eid ka hai yaaron yeh payaam Hoye, assalaam alaikum assalaam Eid ka hai yaaron yeh payaam Yeh Eid ka tyohaar hai, khushiyon ka hai tyohaar - 2 Na tera hai na mera hai yeh sab ka hai tyohaar Yeh pyaar ka paigaam hai yeh pyaar ka paigaam Mubaarak Eid mubaarak, mubaarak Eid mubaarak - 2 (Chaahe voh rehman ho ya bhai apna ram Hindu Muslim Sikh Isaai, sab ko hai salaam) - 2 --FEMALE-- Bas pyaar hi aaghaaz ho aur pyaar hi anjaam Khushiyon ke is mausam ki kabhi na aaye shyaam --MALE 1-- Yeh Eid ka tyohaar hai, khushiyon ka hai tyohaar Na tera hai na mera hai yeh sab ka hai tyohaar Yeh pyaar ka paigaam hai yeh pyaar ka paigaam Mubaarak Eid mubaarak, mubaarak Eid mubaarak Hoye, mubaarak Eid mubaarak, mubaarak Eid mubaarak Ho ho ho ho, ho ho ho ho, ho ho ho ho ho - 2 --CHORUS-- Mubaarak Eid mubaarak, sabhi ko Eid mubaarak - 2 --MALE 1-- Ho, jo bhi samjhe pyaar ko Voh hai sab ka yaar Pyaar nahin to kuch bhi nahin Pyaar se hai sansaar --MALE 2-- (Oye Eid da jappi paake yaaron Rab da shukar manaaye) - 2 Arre tera mera chadke yaaron sabno gale lagaaye Ke main jhooth boliya, o ke main kufer toliya O ke main jhooth boliya, ke main kufer toliya - 2 --FEMALE-- Yeh Eid ka tyohaar hai, khushiyon ka hai tyohaar Na tera hai na mera hai yeh sab ka hai tyohaar --MALE 1-- Yeh pyaar ka paigaam hai yeh pyaar ka paigaam Mubaarak Eid mubaarak, hoye mubaarak Eid mubaarak --FEMALE-- Mubaarak Eid mubaarak, mubaarak Eid mubaarak --MALE 1-- Assalaam alaikum assalaam Eid ka hai yaaron yeh payaam Yeh Eid ka tyohaar hai, khushiyon ka hai tyohaar Na tera hai na mera hai yeh sab ka hai tyohaar Yeh pyaar ka paigaam hai yeh pyaar ka paigaam Mubaarak Eid mubaarak, mubaarak Eid mubaarak - 2 --CHORUS-- Mubaarak Eid mubaarak, sabhi ko Eid mubaarak - 2....)) Posted by : {Ritu Kesharwani}

View complete song details

baara baara manasa chora Video

A related video has not been stored for this result yet.

About baara baara manasa chora

BollyGane searches its song database for records related to baara baara manasa chora and shows the closest available song, lyrics and stored video information.