Pehli mohobbat Songs, Lyrics & Video

Pehli mohobbat
Hua Hain Aaj Pehli Baar
Singer: Amaal Mallik, Armaan Malik
Album: Sanam Re 2016
Save As

Hua Hain Aaj Pehli Baar Lyrics

Song Title = Hua Hai Aaj Pehli Baar Movie/album = Sanam Re (2016) Singers = Amaal Mallik, Armaan Malik, Palak Muchhal Song Lyricists = Manoj Yadav Music Director = Amaal Mallik Director = Divya Khosla Kumar Music Label = T-Series Mp3 Song Lyrics ((Hua hai aaj pehli baar Jo aise muskuraya hoon Tumhe dekha toh jaana ye Ke kyun duniya mein aaya hoon Hua hai aaj pehli baar Jo aise muskuraya hoon Tumhe dekha toh jaana ye Ke kyun duniya mein aaya hoon Ye jaan lekar ke jaa meri Tumhe jeene main aaya hoon Main tumse ishq karne ki Ijaazat rabb se laaya hoon Zameen se aasmaan tak Hum dhoondh aaye jahan saara Bana paaya nahi ab tak Khuda tumse koi pyaara Zameen se aasmaan tak Hum dhoondh aaye jahan saara Bana paaya nahi ab tak Khuda tumse koi pyaara Baaton mein teri hain badmashiyan Sab bewajah ki hain tarifiyaan Main likh doon aasmaan par ye Ke padh lega jahan saara Hua na hoga ab koi Yahan hum do sa dobara Main duniya bhar ki taarifein Tere sajde mein laaya hoon Main tumse ishq karne ki Ijaazat rabb se laaya hoon Rabb se laaya hoon.. Tu hai jo rubaru mere Bada mehfooz rehta hoon Tere milne ka shukrana Khuda se roj karta hoon Tu hai jo rubaru mere Bada mehfooz rehta hoon Tere milne ka shukrana Khuda se roj karta hoon Humko pata hai yeh nadaniyaan hain Aawara dil ki hai aawariyan Yeh dil pagal bana baitha Ise ab tu hi samjha de Dikhe tujhme meri duniya Meri duniya tu banja re Hoon khushkismat jo kismat se Tumhe aise main paaya hoon Main tumse ishq karne ki Ijaazat rabb se laaya hoon..)) Posted by : {Anamika Tyagi}

View complete song details

Pehli mohobbat Video

A related video has not been stored for this result yet.

About Pehli mohobbat

BollyGane searches its song database for records related to Pehli mohobbat and shows the closest available song, lyrics and stored video information.