Jamai Babu zindabad Songs, Lyrics & Video

Jamai Babu zindabad
Babul Kaun Ghadi Yeh
Singer: Mohammed Rafi
Album: Umang 1970
Save As

Babul Kaun Ghadi Yeh Lyrics

Song Title = Babul Kaun Ghadi Yeh Movie/Album = Umang (1970) Singer = Mohammed Rafi Mp3 Song Lyrics ((Babul kaun ghadi ye aayi Babul kaun ghadi ye aayi kal thi main teri laadli beti ho gayi aaj paraayi Babul kaun ghadi ye aayi Babul kaun ghadi ye aayi kal thi main teri laadli beti ho gayi aaj paraayi Babul kaun ghadi ye aayi saajan ka jab aaye bulaawa koyi na baadha maane Raadha saajan ka jab aaye bulaawa koyi na baadha maane Raadha tod ke pinjda ud jaaye chidiya roye bhale shehnaayi Babul kaun ghadi ye aayi kal thi main teri laadli beti ho gayi aaj paraayi Babul kaun ghadi ye aayi solah baras toone god khilaaya baanhon me lekar jhoola jhulaaya solah baras toone god khilaaya baanhon me lekar jhoola jhulaaya gale lagaaya aaj na kyun jab gale lagaaya aaj na kyun jab meri huyi bidaayi baabul kaun ghadi ye aayi kal thi main teri laadli beti ho gayi aaj paraayi baabul kaun ghadi ye aayi peehar se jab doli jaaye duniya heere moti lutaaye peehar se jab doli jaaye duniya heere moti lutaaye lekin main aisi badkismat aansoo dahez me laayi baabul kaun ghadi ye aayi kal thi main teri laadli beti ho gayi aaj paraayi baabul kaun ghadi ye aayi kal thi main teri laadli beti ho gayi aaj paraayi baabul kaun ghadi ye aayi...)) Posted by : {Ritu Kesharwani}

View complete song details

Jamai Babu zindabad Video

A related video has not been stored for this result yet.

About Jamai Babu zindabad

BollyGane searches its song database for records related to Jamai Babu zindabad and shows the closest available song, lyrics and stored video information.