Chutiya banawe goriya Songs, Lyrics & Video
![]() |
||
|
Goriyaan Hamein Jeena
Singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar Album: Pyaara Dushman 1980 |
Save As | |
Goriyaan Hamein Jeena Lyrics
Song Title = Goriyaan Hamein Jeena
Movie/album = Pyaara Dushman (1980)
Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists = Anjaan
Music Director = Bappi Lahiri
Director = Anand Sagar
Mp3 Song Lyrics
((Hmm hmm hmm
Aaree se lakadi katte
Kaate galaa talwaar
Arrey hamraa karejawaa kaat gayi
Tori teekhi najariyaa ki dhaar hey goriyaa
Hey goriyaa hamein jeenaa teri gali mein
Hey goriyaa hamein jeenaa teri gali mein
Tere jaisi koyee naa teri gali mein
Majaa baarah maheenaa
Majaa baarahaa mahinaa
Teri gali mein aahhaa goriyaa
Hey goriyaa hamein jeenaa teri gali mein
Majaa baarah maheenaa teri gali mein
Khadi khadi kabhi tu jo
Khidki se jhaanke
Saari gali taake tujhe
Saari gali taake
Arrey khadi khadi kabhi tu jo
Khidki se jhaanke
Saari gali taake tujhe
Saari gali taake
Aankhein milaake
Tu dekhe jise hanske
Jaaye kahaan jaaye
Yahi reh jaaye phanske
Lute dil kaa hhaaa
Lute dil kaa naginaa teri gali mein ae goriyaa
Hey goriyaa hamein jeenaa
Teri gali mein ho majaa ho majaa
O majaa baarahaa maheenaa teri gali mein
Goraa goraa badan meraa
Saanche mein dhaalaa
Kaali kaali nazar kare
Dil mein ujaalaa
Chehre se mere
Jo nazar phisal jaaye
Aisse lage aggan jiyaa
Pighal pighal jaaye aaye dil ko
Aaye dil ko pasinaa meri
Gali mein arrey goriyaa
Goriyaa phir bhi hamein jeenaa
Teri gali mein o majaa aa majaa
O majaa baarahaa mahinaa teri gali mein
Sanwar ke tu jo aaye
Toh samaa jaaye badal
Kabhi thumri sunaaye
Kabhi tu chhede gazal
Kabhi bal khaake chale
Kabhi lehraake chale
Chale tu jab bhi chale
Jiyaa tadpaake chale
Arrey na aisse behak
Buraa hai dil ka nashaa
Abhi kuchch bigdaa nahin
Abhi bhi hosh mein aa
Teraa dil loot na le
Mere ghungroo ki sadaa
Dil ko qatl kare
Meri masoom adaa
Har ek raat
Tu jab bann ke dulhan sajthi hai
Haaye haaye
Lagey melaa teri gali mein
Dhoom machti hai
Woh hai deewaanaa
Jo lute yahaan aake
Mere liye laakhon marein
Mare zehar khaa ke
Woh hai deewaanaa
Jo lutte yahaan aake
Mere liye laakhon marein
Mare zehar khaa ke jaam ho yaa
Jaam ho yaa zehar peenaa teri gali mein
Ae goriya hey goriyaa
Hamein jeenaa teri gali mein
Tere jaisi koyee naa teri gali mein
Majaa baarahaa maheenaa
Majaa baarahaa mahinaa
Teri gali mein ae goriyaa
Hey goriyaa hamein jeenaa teri gali mein
Majaa baarahaa mahinaa
Teri gali mein hey hey ae.))
Posted by : {Anamika Tyagi}
Chutiya banawe goriya Video
A related video has not been stored for this result yet.
Featured Album
MP3 Song Annual List
2025
2024
2022
2021
2020
2019
2018
2017
2016
2015
2014
2013
2012
2011
2010
2009
2008
2007
2006
2005
2004
2003
2002
2001
2000
1999
1998
1997
1996
1995
1994
1993
1992
1991
1990
1989
1988
1987
1986
1985
1984
1983
1982
1981
1980
1979
1978
1977
1976
1975
1974
1973
1972
1971
1970
1969
1968
1967
1966
1965
1964
1963
1962
1961
1960
1959
1958
1957
1956
1955
1954
1953
1952
1951
1950
1949
1948
1947
1946
1945
1944
1943
1942
1941
1940
1939
1938
1937
1936
1935
1934
1933
1932
1885
1447
0




