Baabul 2006 Songs, Lyrics & Video

Baabul 2006
Baabul Hum Tore Angana Ki
Singer: Chorus, Lata Mangeshkar
Album: College Girl 1960
Save As

Baabul Hum Tore Angana Ki Lyrics

Song title = Baabul Ham Tore Angna Ki Movie/album = College Girl (1960) Singers = Chorus, Lata Mangeshkar Song Lyricists = Rajendra Krishan Music Director = Jaikishanl, Shankar Director = T. Prakash Rao Music Label = Saregama Release on = 31st December, 1960 Mp3 Song Lyrics ((Baabul hum tore angana ki chidiya Do din yahaan sau din ghar paraaye Baabul hum tore angana ki chidiya Do din yahaan sau din ghar paraaye Baabul hum tore Bachpan beeta tere pyaar ki chhaaon mein Bachpan beeta tere pyaar ki chhaaon mein Leke jawaani chali jaane kis gaaon mein Jaane kis gaaon mein Hum to janam hi se dhan hain paraaya Kab tak tu bhi hamein ghar pe bithaaye Baabul hum tore angana ki chidiya Do din yahaan sau din ghar paraaye Baabul hum tore Gudiyon ke khel the ya sakhiyon ka shor thha Gudiyon ke khel the ya sakhiyon ka shor thha Aankh micholi ka zamaana kuchh aur thha Zamaana kuchh aur tha Haath pakad ke mera poochhe woh gudiya Bol chali hai kahaan ankhiyaan churaaye Baabul hum tore angana ki chidiya Do din yahaan sau din ghar paraaye Baabul hum tore Goad mein teri suni jitni kahaaniyaan Goad mein teri sunin jitni kahaaniyaan Dil pe rahengi ban ke teri nishaaniyaan Teri nishaaniyaan Leke chale hain mujhe door kahin ab Chaar kahaar meri doliya uthaaye Baabul hum tore angana ki chidiya Do din yahaan sau din ghar paraaye Baabul hum tore angana ki chidiya Do din yahaan sau din ghar paraaye Baabul hum tore...)) Posted by : {Anamika Tyagi}

View complete song details

Baabul 2006 Video

A related video has not been stored for this result yet.

About Baabul 2006

BollyGane searches its song database for records related to Baabul 2006 and shows the closest available song, lyrics and stored video information.