dil Har Koi Deta Hai Lyrics, Singer & Song Details

Mohra 1994 album cover

Mohra 1994 Album Details

Rajiv Rai
Viju Shah
None
Akshay Kumar, Naseeruddin Shah, Suniel Shetty, Raveena Tandon, Paresh Rawal, Kul

album songs
dil Har Koi Deta Hai
Singer : Kumar Sanu, Alka Yagnik

dil Har Koi Deta Hai Lyrics

Song Title = dil Har Koi Deta Hai
Movie/Album = Mohra (1994)
Singers = Kumar Sanu, Alka Yagnik
Music = Viju Shah

Mp3 Song Lyrics

((--MALE--
Eh hey hey hey hey, oh ho ho ho ho

--FEMALE--
La la la aa aa aa, la la la aa aa aa

--MALE--
Dil har koi deta hai, hum jaan bhi tujkho denge - 2
Ek baar to sab marte hain - 2
Hum tujh par sau baar marenge

--FEMALE--
Sab apne liye jeete hain, hum tere liye hi jeeyenge - 2
Ek baar jahan mein aate hain sab - 2
Sau baar bhi hum aayenge

--MALE--
Dil har koi deta hai, hum jaan bhi tujhko denge

--FEMALE--
Oh, yeh kaho itna hamein chaahte ho kab se sanam
Yeh kaho itna hamein chaahte ho kab se sanam

--MALE--
Ho, rab ne duniya jab se banaayi
Chaahte hai tab se sanam
Pal do pal pyaar to karte hain sab - 2
Hum sau sau saal karenge
Dil har koi deta hai, hum jaan bhi tujhko denge

--FEMALE--
Sab apne liye jeete hain, hum tere liye hi jeeyenge

--MALE--
Oh, yeh bata tune bhala kya dekha hai mujh mein sanam
Yeh bata tune bhala kya dekha hai mujh mein sanam

--FEMALE--
Oh, sach bata doon maine apna
Rab dekha hai tujh mein sanam
Ek baar janam lete hain sab - 2
Sau baar janam hum lenge
Sab apne liye jeete hain, hum tere liye hi jeeyenge
Ek baar jahan mein aate hain sab
Sau baar bhi hum aayenge

--MALE--
Dil har koi deta hai, hum jaan bhi tujhko denge
Ek baar to sab marte hain
Hum tujh par sau baar marenge...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About dil Har Koi Deta Hai

dil Har Koi Deta Hai is a song from Mohra 1994. It is sung by Kumar Sanu, Alka Yagnik. Lyrics are credited to None. Music information: Viju Shah. Read the lyrics above and view the Mohra 1994 album song list for more songs and album details.