Zulfon Ki Sunehari Chhaon Tale Lyrics, Singer & Song Details

Zindagi Ya Toofan 1958 album cover

Zindagi Ya Toofan 1958 Album Details

Nakshab
Nakhshab Jaaravchi
Shaukat Dehlvi Nashad
Pradeep Kumar, Nutan, Om Parkesh, Johny Walker

album songs
Zulfon Ki Sunehari Chhaon Tale
Singer : Talat Mahmood

Zulfon Ki Sunehari Chhaon Tale Lyrics

Song Title = Zulfon Ki Sunehari Chhaon Tale
Movie/Album = Zindagi Ya Toofan (1958)
Singers = Talat Mahmood
Song Lyricists =Shaukat Dehlvi Nashad
Music Director = Nakhshab Jaaravchi

Mp3 Song Lyrics

((udhar baalo me kanghi ho rahi hai kham nikalta hai
idhar rag rag se khich khich kar hamara dam nikalta hai

zulfo ki sunehari chhaanv tale
ik aag lagi do dip jale
jab pehali nazar ke tir chale
mat puchh ki dil par kya guzari

jab pyaar hue do nain mile
jab aayi bahaar aur phul khile
jab baat hui aur lab na hile
mat puchh ki dil par kya guzari

itna saa hai dil kaa afsana
apna na huaa ik begaana
nazare to mili aur dil na mile
kuchh unase hame shiqave na gile
kyaa khub mile ulfat ke sile
mat puchh ki dil par kya guzari

rah rah ke tadpana ghabrana
har baat pe dil bhar bhar aana
aansu bhi bahe sina bhi jale
armaan ajab kaanto me dhale
is pyaar se ham bepyaar bhale
mat puchh ki dil par kya guzari))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Zulfon Ki Sunehari Chhaon Tale

Zulfon Ki Sunehari Chhaon Tale is a song from Zindagi Ya Toofan 1958. It is sung by Talat Mahmood. Lyrics are credited to Shaukat Dehlvi Nashad. Music information: Nakhshab Jaaravchi. Read the lyrics above and view the Zindagi Ya Toofan 1958 album song list for more songs and album details.