Zokkomon Title Track Lyrics, Singer & Song Details

Zokkomon 2011 album cover

Zokkomon 2011 Album Details

Satyajit Bhatkal
None
None
Darsheel Safary, Manjari Phadnis, Anupam Kher

album songs
Zokkomon Title Track
Singer : Shankar Mahadevan

Zokkomon Title Track Lyrics

Song Title = Zokkomon Title Track
Movie/Album = Zokkomon (2011)
Singer = Shankar Mahadevan

Mp3 Song Lyrics

((yahi nahi hai 3
ab jungle jungle aur parbat parbat
koi hai jo pukaara hai ke andhera hat jayega
phir basti basti aur galiyon galiyon
aaya jo sawera, aangan aangan bat jayega
jis ne aake, hamain jaga ke

kaha, tum chaaho to yeh hosakta hai
ummid ki jis ne roshani di hai
suno kaun hai, suno naam hai uska
zokkomon 4

hum jage hain to chalo sab ko jagade
jo karna tha par kar na sake ab wo karna hai
hum main jo karna hai chalo sab ko batade
ab jo bhi hai sach hai, kehne mein hum main nahi darna hai
jis ne aake, hamain jaga ke
kaha, tum chaho to yeh hosakta hai
ummid ki jis ne roshani di hai
suno kaun hai, suno naam hai uska
zokkomon 4
man ki haar mein haar hai aur man ki jeet mein jeet

yeh hi tera garv hai aur yeh hi teri reet

chahe kahin koi bhi julm ki baat ho to kabhi manenge hum nahi
kam hai agar umr to kya huwa, hausla kam nahi, josh to kam nahi
jaan hatheli par hai meri, ham ko ab yeh duniya badalna hai
ummid ki jis ne roshani di hai
suno kaun hai, suno naam hai uska
zokkomon 6))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Zokkomon Title Track

Zokkomon Title Track is a song from Zokkomon 2011. It is sung by Shankar Mahadevan. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Zokkomon 2011 album song list for more songs and album details.