Zindagi Tu Hi Bata Lyrics, Singer & Song Details

Mirch 2010 album cover

Mirch 2010 Album Details

Vinay Shukla
None
None
Konkona Sen Sharma, Raima Sen, Shahana Goswami, Ila Arun, Shreyas Talpade, Aruno

album songs
Zindagi Tu Hi Bata
Singer : Kunal Ganjawala , Vaishali

Zindagi Tu Hi Bata Lyrics

Song Title = Zindagi Tu Hi Bata
Movie/Album = Mirch
Singer(S) = Kunal Ganjawala , Vaishali Samant , Sharmishtha

Mp3 Song Lyrics

((Zindagi Zindagi Tu Bata Mujhe Nahin Hai Jo Pata
Zindagi Zindagi Tu Bata Hai Kaunsa Wo Rasta,
Jaata Jo Wahan Hai Mujhe Jana Jahan Hai
Tu Bata Hai Kaun Sa Wo Raasta

Mujhe Le Ke Jaaye Jo Us Nagar
Jahan Jaise Chahoon Main Reh Sakuin
Jahan Dil Ki Baatein Main Sun Sakuin
Jahan Dil Ki Baatein Main Keh Sakuin
Jahan Apni Sharton Pe Main Jiyoon
Mujhe Us Nagar Hai Jana Tu Bata
Hai Kaun Sa Wo Rasta.

Jahan Ab Kahin Main Har Ek Baat Kar Luin
Jahan Phir Main Khud Se Mulaqat Kar Luin
Jahan Zindagi Main Tere Geet Gaaun
Jahan Khwaab Dekhuin To Na Chupaun
Mujhe Bata Hai Kaunsa Wo Rasta

Tumhe Gar Hai Jaana, Ek Aise Nagar Ho
Jahan Sapna Dekho To Sapna Sach Ho
Jo Tum Chalte Jaao To Rasta Yahi Hai
Magar Yaad Rakhna Rukna Nahi Hai
Ki Tum Hi To Banaoge Wo Raasta))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Zindagi Tu Hi Bata

Zindagi Tu Hi Bata is a song from Mirch 2010. It is sung by Kunal Ganjawala , Vaishali. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Mirch 2010 album song list for more songs and album details.