Zindagi Mein To Sabhi Lyrics, Singer & Song Details

Live In India album cover

Live In India Album Details

Live In India
None
None
Live In India

album songs
Zindagi Mein To Sabhi
Singer : Mehdi Hassan

Zindagi Mein To Sabhi Lyrics

Song Lyrics Title = Zindagi Mein To Sabhi
Movie/Album Name = Live In India
Singer = Mehdi Hassan

Mp3 Song Lyrics

(( Zindagi Mein To Sabhi Pyaar Kiya Karte Hain
Main To Mar Ke Bhi Meri Jaan Tujhe Chahoonga

Tu Mila Hai To Ehsaas Hua Hai Mujhko
Ye Meri Umr Mohabbat Ke Liye Thodi Hai

Ik Zara Saagame Daura Ka Bhi Haq Hai Jispar
Maine Wo Saans Bhi Tere Liye Rakh Chodi Hai

Tujhpe Ho Jaaoonga Qurbaan Tujhe Chaoonga
Main To Mar Ke Bhi Meri Jaan Tujhe Chahoonga

Apne Jazbaat Mein Nagmaat Rachaane Ke Liye
Maine Dhadkan Ki Tarah Dil Mein Basaya Hai Tujhe

Main Tasavoor Bhi Judaai Ka Bhala Kaise Karoon
Maine Kimsat Ki Lakiron Se Churaaya Hai Tujhe

Pyaar Ka Ban Ke Nigehbaan Tujhe Chahoonga
Main To Mar Ke Bhi Meri Jaan Tujhe Chahoonga ))

Posted by : {Soni Kumari}

About Zindagi Mein To Sabhi

Zindagi Mein To Sabhi is a song from Live In India. It is sung by Mehdi Hassan. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Live In India album song list for more songs and album details.