Zindagi Mein To Lyrics, Singer & Song Details

The Legend Forever album cover

The Legend Forever Album Details

The Legend Forever
None
None
The Legend Forever

album songs
Zindagi Mein To
Singer : Mehdi Hassan

Zindagi Mein To Lyrics

Song Lyrics Title = Zindagi Mein To
Movie/Album Name = The Legend Forever
Singer = Mehdi Hassan

Mp3 Song Lyrics

(( Zindagi Mein To Sabhi Pyaar Kiya Karte Hain
Main To Mar Ke Bhi Meri Jaan Tujhe Chahoonga

Tu Mila Hai To Ehsaas Hua Hai Mujhko
Ye Meri Umr Mohabbat Ke Liye Thodi Hai

Ik Zara Saagame Daura Ka Bhi Haq Hai Jispar
Maine Wo Saans Bhi Tere Liye Rakh Chodi Hai

Tujhpe Ho Jaaoonga Qurbaan Tujhe Chaoonga
Main To Mar Ke Bhi Meri Jaan Tujhe Chahoonga

Apne Jazbaat Mein Nagmaat Rachaane Ke Liye
Maine Dhadkan Ki Tarah Dil Mein Basaya Hai Tujhe

Main Tasavoor Bhi Judaai Ka Bhala Kaise Karoon
Maine Kimsat Ki Lakiron Se Churaaya Hai Tujhe

Pyaar Ka Ban Ke Nigehbaan Tujhe Chahoonga
Main To Mar Ke Bhi Meri Jaan Tujhe Chahoonga ))

Posted by : {Soni Kumari}

About Zindagi Mein To

Zindagi Mein To is a song from The Legend Forever. It is sung by Mehdi Hassan. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the The Legend Forever album song list for more songs and album details.