Zindagi Mein Aaye Jab Woh Lyrics, Singer & Song Details

Dak Babu 1954 album cover

Dak Babu 1954 Album Details

Lekhraj Bhakri
Dhaniram
Prem Dhawan
Talat Mahmood, Nadira, Kuldip Kaur

album songs
Zindagi Mein Aaye Jab Woh
Singer : Talat Mahmood

Zindagi Mein Aaye Jab Woh Lyrics

Song Title = Zindagi Me Aaye Jab Woh
Movie/Album = Dak Babu (1954)
Singers = Talat Mahmood
Song Lyricists = Prem Dhawan
Music Composer = Dhaniram

Mp3 Song Lyrics

((Zindagi mein aaye jab wo din
Unhe thukra diya
Zindagi mein aaye jab wo din
Unhe thukra diya
Aaj wo thukra chale
Aaj wo thukra chale
To dil ne kyu tadpa diya
Zindagi mein

Jab kali dil ki khili to
Ho chali ruksat bahar
Jab kali dil ki khili to
Ho chali ruksat bahar

Ae meri ulfat bata de
Ae meri ulfat bata de
Tune mujhko kya diya
Aaj wo thukra chale
Aaj wo thukra chale
To dil ne kyu tadpa diya
Zindagi men

Ek wo hai pyar karna
Sikh le jinse koi
Ek main dekh unki ulfat
Ka na kuch badla diya
Ek main dekh unki ulfat
Ka na kuch badla diya
Aaj wo thukra chale
Aaj wo thukra chale
To dil ne kyu tadpa diya
Zindagi mein....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Zindagi Mein Aaye Jab Woh

Zindagi Mein Aaye Jab Woh is a song from Dak Babu 1954. It is sung by Talat Mahmood. Lyrics are credited to Prem Dhawan. Music information: Dhaniram. Read the lyrics above and view the Dak Babu 1954 album song list for more songs and album details.