Zindagi Mauj Udaane Lyrics, Singer & Song Details

Avtaar 1983 album cover

Avtaar 1983 Album Details

Mohan Kumar
Laxmikant , Pyarelal
Anand Bakshi
Rajesh Khanna, Shabana Azmi, Sachin

album songs
Zindagi Mauj Udaane
Singer : Mahendra Kapoor, Alka Yagnik

Zindagi Mauj Udaane Lyrics

Song lyrics Title = Zindagi Mauj Udaane Ka Naam Hai
Song lyrics Movie/Album Name = AVTAAR
Singer(s) = ALKA YAGNIK, MAHENDRA KAPOOR, SURESH WADKAR
Lyrics = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal


Mp3 Song Lyrics

((tara ram..
tu ru ru ...
zindagi mauj udaane ka naam hai
zindagi yaaron ki jawani ka jaam hai
jaam hai payaam hai
zindagi (tara ram)- 2
tu ru ru ...

zindagi mauj udaane ka naam hai
zindagi yaaron ki jawani ka jaam hai
jaam hai payaam hai
zindagi
nahi nahi yeh zindagi toh mehnaton ka naam hai - 2
waqt hai bahut hi kam aur bada kaam hai - 2
zindagi

(ho jitne khushiyon ke sapane hain
yaaron woh saare apane hain) - 2
gam toh kisi begaane ka naam hain
jaam hai payaam hai
zindagi
kaisa yeh riwaaj hai duniya ke saraaye mein - 2
ped jala dhup mein log baithe saaye mein - 2
zindagi

(haqt pyar ka aaj adaa kar du
tujhape jaan fida kar du) - 2
jeena yu hi marr jaane ka naam hain
jaam hai payaam hai
zindagi
marta hain aadmi sau baar janam leta hain - 2
himmat ki kokh se avtaar janam leta hain - 2a
zindagi..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

About Zindagi Mauj Udaane

Zindagi Mauj Udaane is a song from Avtaar 1983. It is sung by Mahendra Kapoor, Alka Yagnik. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant , Pyarelal. Read the lyrics above and view the Avtaar 1983 album song list for more songs and album details.