Zindagi Kitni Khoobsurat Hai Lyrics, Singer & Song Details

Bin Badal Barsaat 1963 album cover

Bin Badal Barsaat 1963 Album Details

Jyoti Swaroop
Hemant Kumar
Shakeel Badayuni
Asha Parekh, Biswajeet, Nishi

album songs
Zindagi Kitni Khoobsurat Hai
Singer : Lata Mangeshkar

Zindagi Kitni Khoobsurat Hai Lyrics

Song Lyrics Title = Zindagi Kitni Khoobsurat Hai
Song Lyrics Movie = Bin Badal Barsaat (1963)
Singer = Lata Mangeshkar
Music = Hemant Kumar
Lyrics by = Shakeel Badayuni

Mp3 Song Lyrics

((Zindagi kitni khoobsoorat hai
Zindagi kitni khoobsoorat hai
aayiye aapki zaroorat hai
Zindagi kitni khoobsoorat hai

aarzuon ke diye aaj raushan kijiye
aarzuon ke diye aaj raushan kijiye
aaye hain milne ko ham zindagi bhar ke liye
chahaten rat kyaa muhurat haai
aayiye aapki zaroorat hai
zindagi kitni khoobsoorat hai

yoon na ab sharmaayiye
yoon na ab tarsaayiye
yoon na ab sharmaayiye
yoon na ab tarsaayiye
khol ke ghoonghat sanam chaandni barsaayiye
chand ki aaj kya zaroorat hai
aayiye aapki zaroorat hai
zindagi kitni khoobsoorat hai
zindagi kitni khoobsoorat hai..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Zindagi Kitni Khoobsurat Hai

Zindagi Kitni Khoobsurat Hai is a song from Bin Badal Barsaat 1963. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Hemant Kumar. Read the lyrics above and view the Bin Badal Barsaat 1963 album song list for more songs and album details.