Zindagi Ki Sur Se Lyrics, Singer & Song Details

Main Solah Baras Ki 1998 album cover

Main Solah Baras Ki 1998 Album Details

Dev Anand
Rajesh Roshan
Dev Kohli
Dev Anand, Jas Arora, Deepak Tijori, Neeru Bajwa, Supriya Karnik, A K Hangal

album songs
Zindagi Ki Sur Se
Singer : Udit Narayan

Zindagi Ki Sur Se Lyrics

Song Title = Zindagi Ke Sur Se
Movie/Album = Main Solah Baras Ki (1998)
Singers = Udit Narayan
Music Director = Rajesh Roshan
Director = Dev Anand
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Zindagi ke sur se sur yu milaiye
Zindagi ke sur se sur yu milaiye
Zindagi ke sur se sur yu milaiye
Dil me rahiye dhadkano me gaiye
Zindagi ke sur se sur yu milaiye
Dil me rahiye dhadkano me gaiye
Zindagi ke sur se sur yu milaiye
Zindagi ke sur se sur yu milaiye

Ek fasana aap hai
Ek fasana aap hai
Ek fasana hai jahan
Ek tarana aap hai
Ek tarana hai jahan
Dekhiye aur khawab hi dikhlaiye
Dekhiye aur khawab hi dikhlaiye
Dil me rahiye dhadkano me gaiye
Zindagi ke sur se sur yu milaiye
Zindagi ke sur se sur yu milaiye

Kuch najar ke fasle
Kuch najar ke fasle
Kuch hasin najdikiya
Kuch ada ke kafile
Kuch ishq ki barikiya
Roiye ya hasiye ya itraiye
Roiye ya hasiye ya itraiye
Dil me rahiye dhadkano me gaiye
Zindagi ke sur se sur yu milaiye
Zindagi ke sur se sur yu milaiye

Aap ki chahat ke dham pe
Aap ki chahat ke dham pe
Mai yaah tak aa gaya
Aapne jo dad di
Mehfil pe rang cha gaya
Jhumiye aur masti me lehraiye
Jhumiye aur masti me lehraiye
Dil me rahiye dhdakno me gaiye
Zindagi ke sur se sur yu milaiye
Dil me rahiye dhdakno me gaiye))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Zindagi Ki Sur Se

Zindagi Ki Sur Se is a song from Main Solah Baras Ki 1998. It is sung by Udit Narayan. Lyrics are credited to Dev Kohli. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Main Solah Baras Ki 1998 album song list for more songs and album details.