Zindagi Ki Paheli Lyrics, Singer & Song Details

Justice Chaudhury 1983 album cover

Justice Chaudhury 1983 Album Details

K. Raghavendra Rao
Bappi Lahiri
Indeevar
Jeetendra, Hema Malini, Sridevi

album songs
Zindagi Ki Paheli
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Zindagi Ki Paheli Lyrics

Song Title =Zindagi Ki Paheli
Movie/Album = Justice Chaudhury 1983
Singer(s) = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Indeevar
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = K. Raghavendra Rao

Mp3 Song Lyrics

(LATA
zindagi anmol
zindagi ki pehli jaroorat hai kya-LATA

ek pyar tera-KI
pyar se bhi tumko pyara hai kya-LATA
intezaar tera-KI
duniya ke gamon ka ilaaj hai kya-KI
deedar tera-LATA

zindagi anmol
zindagi ki pehli jaroorat hai kya
ek pyar tera

mujh gareeb ko kam naseeb ko tumne itna pyar diya
kaise karz utaru uska tumne jo upkaar kiya--LATA
tumne labon ki laali bhar ke rang nikhar diya hain
pyar ka badla deke pyar sansar sanwar diya hain--KI
pran do ek hue karz ka kya sawal--KI
zindagi anmol --LATA
zindagi ke sapnon ki manzil hai kya-KI
aitbaar tera --LATA
imaan ki kitaabon se badhkar hai kya-KI
ikarar tera--LATA
maseeha se bhi achha hoga na kaun-KI
beemar tera-LATA
zindagi anmol
zindagi ki pehli jaroorat hai kya
ek pyar tera

tum mujhko devo se badhkar bin maange vardaan

diye
karz na jinka chuka saku main tune woh ehsaan

kiya-LATA
main toh farishta nahi koi insaan tumhare jaisa
sukh dukh ke dono saathi ehsaab kisipe kaisa-KI
jo mera woh tera karz ki baat kya-KI
zindagi anmol -LATA
zindagi ki sabse badi daulat hai kya-KI
upahaar tera--KI
saare hi nazaron se pyara hai kya
singhaar tera-KI
duniya mein jeene ki surat hai kya
aaitbaar tera
zindagi anmol -BOTH..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Zindagi Ki Paheli

Zindagi Ki Paheli is a song from Justice Chaudhury 1983. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Justice Chaudhury 1983 album song list for more songs and album details.