Zindagi Ke Is Safar Ki Lyrics, Singer & Song Details

Ek Nai Paheli 1984 album cover

Ek Nai Paheli 1984 Album Details

K. Balachander
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Raaj Kumar, Hema Malini, Kamal Haasan

album songs
Zindagi Ke Is Safar Ki
Singer : K. J. Yesudas

Zindagi Ke Is Safar Ki Lyrics

Song Title = Zindagi Ke Is Safar Ki
Song Lyrics Movie = Ek Nai Paheli (1984)
Singer = K. J. Yesudas
Music By = Laxmikant Pyarelal
Lyricist = Anand Bakshi

Mp3 Song Lyrics

((zindagi ke is safar ki
kon si manzil hai ye
zindagi ke is safar ki
kon si manzil hai ye
dubta mai ja raha hu
jispe wo sahil hai ye
zindagi ke is safar ki
kon si manzil hai ye

yaad karne bhulne ki
bat bhi koi nahi
yaad karne bhulne ki
bat bhi koi nahi
mai akela bhi nahi
aur sath bhi koi nahi
har taraf tanhaiya hai
naam ki mehfil hai ye
zindagi ke is safar ki
kon si manzil hai ye
dubta mai ja raha hu
jispe wo sahil hai ye

ek taraf dil ek taraf mai gam
ki ye parchhaiya
ek taraf dil ek taraf mai gam
ki ye parchhaiya
sath dil ka du to hoti hai
badi ruswaiya
faisle ka waqt hai ye
par faisla mushkil hai ye
zindagi ke is safar ki
kon si manzil hai ye
dubta mai ja raha hu
jispe wo sahil hai ye
zindagi ke is safar ki
kon si manzil hai ye..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Zindagi Ke Is Safar Ki

Zindagi Ke Is Safar Ki is a song from Ek Nai Paheli 1984. It is sung by K. J. Yesudas. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Ek Nai Paheli 1984 album song list for more songs and album details.