Zindagi Ke Faisle Me Lyrics, Singer & Song Details

Zameer 2005 album cover

Zameer 2005 Album Details

Kamal
Jatin Pandit, Lalit Pandit
Israr Ansari
Ajay Devgan, Amisha Patel, Mahima Chaudhry

album songs
Zindagi Ke Faisle Me
Singer : Udit Narayan

Zindagi Ke Faisle Me Lyrics

Song Title = Zindagi Ke Faisle Me
Movie/Album = Zameer (2005)
Singers = Udit Narayan
Song Lyricists = Israr Ansari
Music Director = Jatin Pandit, Lalit Pandit
Director = Kamal

Mp3 Song Lyrics

((Zindagi ke faisle me hamne ye bhi to na socha
Khubsurat khwab se badke koi hota hai na dhokha
Khusiyo ke mosam ho ya ho gam ke saye
Jina hi padta hai agar dil tut bhi jaye
Jindagi ke faisle me hamne ye bhi to na socha
Khubsurat khwab se badke koi hota hai na dhokha

Dil ki tamnna rah gayi dil me
Har lamha hai ab muskil me
Le gayi moje sab kuch apna kya rakha hai ab sahil me
Chahat me jab koi mil ke na mil paye
Sagar ke hote bhi dil pyasa rah jaye
Jindagi ke faisle me hamne ye bhi to na socha
Khubsurat khwab se badke koi hota hai na dhokha

Jo milna hai mil ke rahega, jo khona hai kho ke rahega
Kitni bhi karle kosis koi, jo hona hai hoke rahega
Wakt kabhi darde dil deke kyu tadpaye
Or kabhi jakhmo ka khud marham ban jaye
Jindagi ke faisle me hamne ye bhi to na socha
Khubsurat khwab se badke koi hota hai na dhokha
Khusiyo ke mosam ho ya ho gam ke saye
Jina hi padta hai agar dil tut bhi jaye
Khusiyo ke mosam ho ya ho gam ke saye
Jina hi padta hai agar dil tut bhi jaye.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Zindagi Ke Faisle Me

Zindagi Ke Faisle Me is a song from Zameer 2005. It is sung by Udit Narayan. Lyrics are credited to Israr Ansari. Music information: Jatin Pandit, Lalit Pandit. Read the lyrics above and view the Zameer 2005 album song list for more songs and album details.