Zindagi Ka Yun Zuban Par Lyrics, Singer & Song Details

Dil Ka Heera 1979 album cover

Dil Ka Heera 1979 Album Details

Dulal Guha
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Dharmendra, Hema Malini, Sachin

album songs
Zindagi Ka Yun Zuban Par
Singer : Amit Kumar, Asha Bhosle, Rafi

Zindagi Ka Yun Zuban Par Lyrics

Song Title = Zindagi Ka Yun Zuban Par
Song Lyrics Movie = Dil Ka Heera (1979)
Singers = Amit Kumar, Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Dulal Guha
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Zindagi ka yu zuban par naam aana chahiye
Zindagi ka yu zuban par naam aana chahiye
Har taraf se pyar ka paygam aana chahiye
Zindagi ka yu zuban par naam aana chahiye
Bas maja jine ka
Bas maja jine ka subah sham aana chahiye
Zindagi ka yu zuban par naam aana chahiye
Aadmi ko aadmi ke kam aana chahiye
Zindagi ka yu zuban par naam aana chahiye
Zindagi ka yu zuban par naam

Jivan khel hai duniya rail hai
Chuk chuk chalo rail gadi ki tarah
Khel ye khelo khiladi ki tarah
Fir mat jana anadi ki tarah
Jiwan khel hai duniya rail hai
Jeet kar is khel me
Jeet kar is khel me ye naam aana chahiye
Zindagi ka yu zuban par naam aana chahiye
Zindagi ka yu zuban par naam

Hasne se na rone se jagne se na sone se
Hasne se na rone se jagne se na sone se
Jikar bhi hota nahi gumnam hone se
Nam hota hai badnam hone es
Apne sar pe bhi koi
Apne sar pe bhi koi ilzam aana chahiye
Zindagi ka yu zuban par naam aana chahiye
Zindagi ka yu zuban par naam

Apne lab pe apni hi tarif ho to kya maza
Apne lab pe apni hi tarif ho to kya maza
Dusro ko aapse taklif ho to kya maza
Dusro ko aapse
Dusro ko aapse aaram aana chahiye
Zindagi ka yu zuban par naam aana chahiye
Zindagi ka yu zuban par naam aana chahiye
Zindagi ka yu zuban par naam...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Zindagi Ka Yun Zuban Par

Zindagi Ka Yun Zuban Par is a song from Dil Ka Heera 1979. It is sung by Amit Kumar, Asha Bhosle, Rafi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Dil Ka Heera 1979 album song list for more songs and album details.