Zindagi Ka Safar Hai Ye Lyrics, Singer & Song Details

Safar 1970 album cover

Safar 1970 Album Details

Asit Sen
Anandji, Kalyanji Virji Shah
Indeevar
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore, Feroz Khan

album songs
Zindagi Ka Safar Hai Ye
Singer : Kishore Kumar

Zindagi Ka Safar Hai Ye Lyrics

Song Title = Zindagi Ka Safar Hai Ye
Song Title = Safar (1970)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = Asit Sen

Mp3 Song Lyrics

(( Zindagi ka safar hai ye kaisa safar
Koi samjha nahin koi jaana nahin
Zindagi ka safar hai ye kaisa safar
Koi samjha nahin koi jaana nahin
Hai ye kaisi dagar chalte hain sab magar
Koi samjha nahin koi jaana nahin

Zindagi ko bahut pyaar hamne kiya
Maut se bhi mohabbat nibhaaenge ham
Rote rote zamaane mein aaye magar
Hanste hanste zamaane se jaaenge ham
Jaaenge par kidhar hai kise ye khabar
Koi samjha nahin koi jaana nahin

Aise jeevan bhi hain jo jiye hi nahin
Jinko jeene se pehle hi maut aa gayi
Phool aise bhi hain jo khile hi nahin
Jinko khilne se pehle fiza kha gai
Hai pareshaan nazar thak gaye chaaraagar
Koi samjha nahin koi jaana nahin
Zindagi ka safar hai ye kaisa safar
Koi samjha nahin koi jaana nahin.....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Zindagi Ka Safar Hai Ye

Zindagi Ka Safar Hai Ye is a song from Safar 1970. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Anandji, Kalyanji Virji Shah. Read the lyrics above and view the Safar 1970 album song list for more songs and album details.