Zindagi Ka Karobar Lyrics, Singer & Song Details

Inkaar 2013 album cover

Inkaar 2013 Album Details

Sudhir Mishra
None
None
Arjun Rampal, Chitrangada Singh

album songs
Zindagi Ka Karobar
Singer : K Mohan

Zindagi Ka Karobar Lyrics

Song Title = Zindagi Ka Karobar
Movie/Album = Inkaar 2013
Singer = K Mohan
Song Writer = Swanand Kirkire
Composer = Shantanu MoitraYear =2013

Mp3 Song Lyrics

((Yeh zindagi ka karobar
Yeh hasratein bhi beshumar
Khud ke garoor pe ho sawaar
Khud se hi apni jeet haar hai

Yeh zindagi ka karobar
Yeh hasratein bhi beshumar
Khud hi khadein hai khud ke khilaaf
Khud kashti hai khud hi sailaab
Khud hai sawaal khud hi jawaab
Toofanoon mein banke chiraag
Kyun jalte jaaye hai
Kyun jalte jaaye hai

Yeh zindagi ka karobar
Yeh hasratein bhi beshumar
Khud ke garoor pe ho sawaar
Khud hi khadein hai apne khilaaf
Khud kashti hai khud hi sailaab
Khud hai sawaal khud hi jawaab
Toofanoon mein bange chiraag
Kyun jalte jaaye hai
Kyun jalte jaaye hai
Kyun jalte jaaye hai

Yeh zindagi ka karobar
Yeh hasratein bhi beshumar
Khud ke garoor pe ho sawaar
Khud se hi apni jeet haar hai

Yeh zindagi ka karobar
Yeh hasratein bhi beshumar [-2]

Khud ke garoor pe ho sawaar...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Zindagi Ka Karobar

Zindagi Ka Karobar is a song from Inkaar 2013. It is sung by K Mohan. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Inkaar 2013 album song list for more songs and album details.