Zindagi Is Tarah Lyrics, Singer & Song Details

Murder 2004 album cover

Murder 2004 Album Details

Anurag Basu
Anu Malik
None
Emraan Hashmi, Mallika Sherawat, Ashmit Patel

album songs
Zindagi Is Tarah
Singer : Anuradha Paudwal

Zindagi Is Tarah Lyrics

Song Title = Zindagi Is Tarah
Movie or Album = Murder (2004)
Singer(s) = Anuradha Paudwal
Music Director(s) = Anu Malik

Mp3 Song Lyrics

((jindagi iss tarah se lagne lagi
rang udd jaaye jo deewaaron si
abb chhupaane ko apna kuchh na raha
jakhm dikhane lage daraaro se

main tere jism ki hoon parchhayi
muhko kaise rakhoge khud se juda
bhul karna toh meri fitrat hai
kyun ki insaan hoon main, nahi hoon khuda - (2)
mujhko hai apni har khata manjur
bhul ho jaati hai insaano se
abb chhupaane ko apna kuchh na raha
jakhm dikhane lage daraaro se

jab kabhi shyaam ki andheron mein
raah pachhchi jo bhul jaate hai
woh subah hote hi milon chalkar
apaani shaakhon pe laut aate hain - (2)
kuchh hamaare bhi saath aisa huwa
hum yahin kah rahe ishaaron se
jindagi iss tarah se lagne lagi
rang udd jaaye jo deewaaron si
abb chhupaane ko apna kuchh na raha
jakhm dikhane lage daraaro se ...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Zindagi Is Tarah

Zindagi Is Tarah is a song from Murder 2004. It is sung by Anuradha Paudwal. Lyrics are credited to None. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Murder 2004 album song list for more songs and album details.