Zindagi Hamari Hai Lyrics, Singer & Song Details

Naya Sawan 1992 album cover

Naya Sawan 1992 Album Details

None
Bappi Lahiri
Indeevar
Javed Jafri, Deepak Saraf, Laxmikant Berde, Shreeram Lagoo, Ashwini Bhave

album songs
Zindagi Hamari Hai
Singer : Bappi Lahiri

Zindagi Hamari Hai Lyrics

Song Title = Zindagi Hamari Hai
Movie/Album = Naya Sawan (1992)
Singers = Bappi Lahiri
Song Lyricists = Indeevar
Music Composer = Bappi Lahiri

Mp3 Song Lyrics

((Panchhi gaate hai
Samandar gaate hai
Hawaye gaati hai
Mauje dauhrati hai
Kudarat ke sangit ko
Logo tak pohchana
Zindagi hamari hai
Gana bajana
Apne saath auro ke bhi
Dil ko behlana
Zindagi hamari hai
Gana bajana
Apne saath auro ke bhi
Dil ko behlana
Panchhi gaate hai
Samandar gaate hai
Hawaye gaati hai
Mauje dauhrati hai
Kudarat ke sangit ko
Logo tak pohchana
Zindagi hamari hai
Zindagi hamari hai
Gana bajana
Apne saath auro ke bhi
Dil ko behlana

Lagan kisi ki humko
Ghar se bahar layi hai
Bahar layi hai
Kuch banke wapas lautenge
Kasam ye khayi hai
Kasam ye khayi hai
Lagan kisi ki humko
Ghar se bahar layi hai
Kuch banke wapas lautenge
Kasam ye khayi hai
Issi lagan mein hi
Ye jiwan hai duba
Ye dost hai apni
Ye apni mehbuba
Na mange kherat
Bas mehnat ki hai khana
Zindagi hamari hai
Zindagi hamari hai
Gana bajana
Apne saath auro ke bhi
Dil ko behlana

Mamta ne bachpan ko
Jo lori sikhlai hai
Lori sikhlai hai
Aaj tarana banke wo
Hotho par aayi hai
Hotho par aayi hai
Mamta ne bachpan ko
Jo lori sikhlai hai
Aaj tarana banke wo
Hotho par aayi hai
Premi sangit ka koi to aayega
Jo geeto ko apne
Ghar ghar pohchyega
Gane ke bahane haale
Dil hai sunana
Zindagi hamari hai
Zindagi hamari hai
Gana bajana
Apne saath auro ke bhi
Dil ko behlana
Panchhi gaate hai
Samandar gaate hai
Hawaye gaati hai
Mauje dauhrati hai
Kudarat ke sangit ko
Logo tak pohchana
Zindagi hamari hai
Gana bajana
Apne saath auro ke bhi
Dil ko behlana...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Zindagi Hamari Hai

Zindagi Hamari Hai is a song from Naya Sawan 1992. It is sung by Bappi Lahiri. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Naya Sawan 1992 album song list for more songs and album details.