Zindagi Aa Raha Hoon Main Lyrics, Singer & Song Details

Mashaal 1984 album cover

Mashaal 1984 Album Details

Yash Chopra
None
None
Dilip Kumar, Waheeda Rehman, Anil Kapoor, Rati Agnihotri, Gulshan Grover, Saeed

album songs
Zindagi Aa Raha Hoon Main
Singer : Kishore Kumar

Zindagi Aa Raha Hoon Main Lyrics

Song Title = Zindagi Aa Raha Huin Mein
Movie/Album = MASHAAL
Singer(s) = Kishore Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Liye sapne nigahon me, chala hoon teri rahon me
Zindagi aa raha hoon main

Kayi yaadon ke chehre hain, kayi kisse purane hain,
Teri sau dastane hain, tere kitne fasane hain.
Magar ik wo kahani hai, jo ab mujhko sunani hai
Zindagi aa.....

Mere haathon ki garmi se, bigar jayengi zanjeerein,
Mere kadmon ki aahat se, badal jayengi taqdeerein,
Umeedon ke diye lekar, ye sab tere liye lekar
Zindagi ....

Kabhi tujhko gila mujhse, kabhi mujhko shikayat hai,
Magar phirbhi tujhe meri, mujhe teri zaroorat hai,
Main ye iqraar karta hoon, main tujhse pyar karta hoon,
Zindagi aa...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Zindagi Aa Raha Hoon Main

Zindagi Aa Raha Hoon Main is a song from Mashaal 1984. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Mashaal 1984 album song list for more songs and album details.