Zinda Hota Mein Lyrics, Singer & Song Details

7 Hours To Go 2016 album cover

7 Hours To Go 2016 Album Details

Saurabh Varma
Hanif Shaikh, Shubham, Sugat
Hanif Shaikh, Manoj Yadav
Shiv Pandit, Sandeepa Dhar, Vipin Sharma

album songs
Zinda Hota Mein
Singer : Nikhil D Souza

Zinda Hota Mein Lyrics

Song Title = Zinda Hota Mein
Movie/album = 7 Hours To Go (2016)
Singers = Nikhil D Souza
Song Lyricists = Hanif Shaikh, Manoj Yadav, Shraddha Bhilave, Sugat Dhanvijay
Music Director = Hanif Shaikh, Shubham, Sugat Dhanvijay
Director = Saurabh Varma

Mp3 Song Lyrics

((Adhoori shikayatein tere mere waqt ki,
Kuch pal ki jo khwaishein,
Hai bikhari ret si..
Lakeeron mein tera jo rehta pal mera,
Tham jata agar zara tera jahaan khuda.

To zinda hota mein,
To zinda hota mein,
Haan.. Zinda hota mein,
To zinda hota mein.

Farebi najakat mein,
Tere chehre ki hansi mein ,
Haan yuhi tere baat mein,
Jhootla le zindagi,
Nazaron mein jo sama rehta tu agar zara,
Kajal ki chao se mein neend leta chura.

To zinda hota mein,
To zinda hota mein,
Haan.. Zinda hota mein,
To zinda hota mein.

Rakh ki barishon mein,
Waqt ki saazish mein, main ye hara,
Main ye hara, main ye hara..
Khel dil da hua hai ye jaya sara..

Adhoori shikayatein tere mere waqt ki
Kuch pal ki jo khayishein
Hai bikhari ret si..
Lakeeron mein tera jo rehta pal mera
Tham jata agar zara tera jahan khuda..))

Posted By : {Soni Kumari}

About Zinda Hota Mein

Zinda Hota Mein is a song from 7 Hours To Go 2016. It is sung by Nikhil D Souza. Lyrics are credited to Hanif Shaikh, Manoj Yadav. Music information: Hanif Shaikh, Shubham, Sugat. Read the lyrics above and view the 7 Hours To Go 2016 album song list for more songs and album details.