Zid Title Track Lyrics, Singer & Song Details

Zid 2014 album cover

Zid 2014 Album Details

Vivek Agnihotri
Sharib Sabri, Toshi Sabri
Shakeel Azmi
Mannara Chopra, Karanvir Sharma, Shraddha Das, Seerat Kapoor

album songs
Zid Title Track
Singer : Sunidhi Chauhan

Zid Title Track Lyrics

Song Title = Zid Title Track
Movie/Album = Zid (2014)
Singers = Sunidhi Chauhan
Song Lyricists = Shakeel Azmi
Music Composer = Sharib Sabri, Toshi Sabri
Director = Vivek Agnihotri

Mp3 Song Lyrics

((Chaahun tujhe khud se zyaada
Mujhse jyaada tu hai mera
Dil ki yeh zid bhi hai..
Hoke rahe tu bhi mera

Aa..main ho jaaun tu..
Nazrein mila..
Main tujhko nazar aaun tujhme bhi
Chaahun tujhe khud se jyaada
Mujhse jyaada tu hai mera
Dil ki ye zid bhi hai
Hoke rehe tu bhi mera

Mera hai tu bas hai mera..
Kahin bhi jaaun mujhme hi yaad
Patthar hoon main
Aa tod ke mujhe aaina banaa zaraa

O..chahun tujhe khood se jyaada
Mujhse jyadaa tu hai mera
Dil ki yeh zid bhi hai
Hoke rahe tu bhi mera

Aayega jo apne darmiyaan
Gir padegaa usmpe aasmaan
Haan..haan re haan..
Aa kare gunaah chal kahin
Hum koi farista toh nahi
Na..na re naa..

Yun na hon jaaye sang..
Hum khudi mein khatam..
Chahoon tujhe khud se zyada
Mujhse jyada tu hai mera
Dil ki ye zid bhi hai
Hoke rahe tu bhi mera..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Zid Title Track

Zid Title Track is a song from Zid 2014. It is sung by Sunidhi Chauhan. Lyrics are credited to Shakeel Azmi. Music information: Sharib Sabri, Toshi Sabri. Read the lyrics above and view the Zid 2014 album song list for more songs and album details.