Zehnaseeb Tujhe Chahoon Lyrics, Singer & Song Details

Hasee Toh Phasee 2014 album cover

Hasee Toh Phasee 2014 Album Details

Vinil Matthew
Vishal, Shekhar
Amitabh Bhattacharya
Sidharth Malhotra, Parineeti Chopra, Adah Sharma

album songs
Zehnaseeb Tujhe Chahoon
Singer : Chinmayi Sripada, Shekhar

Zehnaseeb Tujhe Chahoon Lyrics

Song Title = Zehnaseeb Tujhe Chahoon Betahasha
Movie/Album = Hasee toh Phasee 2014
Singer = Chinmayi Sripada, Shekhar Ravjiyani
Music = Vishal Shekhar
Lyrics = Amitabh Bhattacharya

Mp3 Song Lyrics

((Zehnaseeb zehnaseeb
Tujhe chahoon betahasha zehnaseeb
Mere kareeb, mere habib
Tujhe chahoon betahasha zehnaseeb

Tere sang beete har lamhe pe hamko naaz hai
Tere sang jo na beete uspe aitraaz hai
Is qadar hum donon ka bandhna ek raaz hai

Hua amir, dil garib
Tujhe chahoon betahasha zehnaseeb
Zehnaseeb zehnaseeb
Tujhe chahoon betahasha zehnaseeb

Lena-dena nahi duniya se mera
Bas tujh se mujhe kaam hai
Teri aankhiyon ki shehar mein
Yara sab intezaam hai
Khushiyon ka ek tukda mile
Ya mile gham ki khurchanein
Yara tere mere kharche mein
Dono ka hi ik daam hai
Hona likha tha yun hi jo hua
Ya hote hote abhi anjaane mein ho gaya
Jo bhi hua hua ajeeb
Tujhe chahoon betahasha zehnaseeb

Zehnaseeb zehnaseeb
Tujhe chahoon betahasha zehnaseeb

Hua amir, dil garib
Tujhe chahoon betahasha zehnaseeb
Zehnaseeb zehnaseeb
Tujhe chahoon betahasha
Tujhe chahoon betahasha
Zehnaseeb..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Zehnaseeb Tujhe Chahoon

Zehnaseeb Tujhe Chahoon is a song from Hasee Toh Phasee 2014. It is sung by Chinmayi Sripada, Shekhar. Lyrics are credited to Amitabh Bhattacharya. Music information: Vishal, Shekhar. Read the lyrics above and view the Hasee Toh Phasee 2014 album song list for more songs and album details.