Bazaar 1949 - Download Mp3 Song

Bazaar 1949

Bazaar 1949

K. Amarnath
Shyam Sunder
Qamar Jalalabadi
Shyam, Nigar Sultana, Gope

album songs
Zara Sun Lo Hum Apne
Singer : Lata Mangeshkar, Rajkumari

Zara Sun Lo Hum Apne Lyrics

Song Title = Zara Sun Lo Hum Apne Pyar
Movie/album =Bazaar (1949)
Singers =Lata Mangeshkar, Rajkumari Dubey
Song Lyricists =Qamar Jalalabadi
Music Director = Shyam Sunder
Director =K. Amarnath
Music Label =Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Zara sun lo hum apne pyar
Ka afsana kehte hai
Zara sun lo hum apne pyar
Ka afsana kehte hai
Hume yeh duniya wale
Hume yeh duniya wale apka
Deewana kehte hai
Zara sun lo hum apne pyar
Ka afsana kehte hai

Hume to kam hai bas
Chupke chupke yaad karne se
Mohabbat ka maza ata
Nahi fariyad karne se
Jo khamoshi se jal jaye
Use parvana kehte hai
Jo khamoshi se jal jaye
Use parvana kehte hai
Use paravana kehte hai
Aji paravana kehte hai
Jo khamoshi se jal jaye
Use paravana kehte hai
Zara sun lo hum apne pyar
Ka afsana kehte hai
Hume yeh duniya wale
Hume yeh duniya wale apka
Deewana kehte hai

Kisi ke pyar ki khatir zamane
Ko bhulaya hai
Jinhe apna banane ke liye
Sab kuch lutaya hai
Qayamat hai ke wo ab tak
Hume begana kehte hai
Qayamat hai ke wo ab tak
Hume begana kehte hai
Hume begana kehte hai
Aji begana kehte hai
Qayamat hai ke wo ab tak
Hume begana kehte hai
Zara sun lo hum apne pyar
Ka afsana kehte hai
Hume yeh duniya wale
Hume yeh duniya wale apka
Deewana kehte hai

Idhar bhi dekhkar ek bar
Sahib muskura dena
Tumhari ek nazar ka kam
Hai pagal bana dena
Jise deewana tum kahe do
Use deewana kehte hai
Jise deewana tum kahe do
Use deewana kehte hai
Use deewana kehte hai
Aji deewana kehte hai
Jise deewana tum kahe do
Use deewana kehte hai
Zara sun lo hum apne pyar
Ka afsana kehte hai
Hume yeh duniya wale
Hume yeh duniya wale apka
Deewana kehte hai

Jahan ke kuche kuche mein
Pata pucha tera hamne
Kaha logo ne deewana to
Yu hansakar kaha hamane
Mohabbat karne wale ko
Sabhi deewana kehte hai
Mohabbat karne wale ko
Sabhi deewana kehte hai
Sabhi deewana kehte hai
Aji deewana kehte hai
Mohabbat karane wale ko
Sabhi deewana kehte hai
Zara sun lo hum apne pyar
Ka afsana kehte hai
Hume yeh duniya wale
Hume yeh duniya wale apka
Deewana kehte hai

Jise dekho zamane mein
Kisi se pyar karta hai
Kahi bhaura tadapata hai
Kahi parvana jalta hai
Hazaro kahane wale ek hi
Afasana kehte hai
Hazaro kahane wale ek hi
Afasana kehte hai
Aji afasana kehte hai
Aji afasana kehte hai
Hazaro kahane wale ek hi
Afasana kehte hai
Zara sun lo hum apne pyar
Ka afsana kehte hai
Hume yeh duniya wale
Hume yeh duniya wale apka
Deewana kehte hai
Zara sun lo hum apne pyar
Ka afasana kehte hai...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

Zara Sun Lo Hum Apne Video

Video Description :

Zara Sun Lo Hum Apne download mp3 song

Recent Tags : Zara Sun Lo Hum Apne Lyrics | Zara Sun Lo Hum Apne Video Song | Zara Sun Lo Hum Apne free play mp3 song | Zara Sun Lo Hum Apne free download mp3 song | Zara Sun Lo Hum Apne Full Video Song | Free Zara Sun Lo Hum Apne movie songs | Zara Sun Lo Hum Apne free songs | Zara Sun Lo Hum Apne play online | Zara Sun Lo Hum Apne free mp3 song download | Zara Sun Lo Hum Apne online play Song | Zara Sun Lo Hum Apne Hindi Lyrics | Zara Sun Lo Hum Apne Lyrics | Zara Sun Lo Hum Apne online mp3 songs | Zara Sun Lo Hum Apne full songs | Zara Sun Lo Hum Apne online music | Zara Sun Lo Hum Apne free Video | Zara Sun Lo Hum Apne online Video | Zara Sun Lo Hum Apne mp3 Download | Free Download Zara Sun Lo Hum Apne song