Zara Si Aur Pila Do Bhang Lyrics, Singer & Song Details

Kaajal 1965 album cover

Kaajal 1965 Album Details

Ram Maheshwari
Ravi Shankar Sharma
Sahir Ludhianvi
Meena Kumari, Raaj Kumar, Dharmendra

album songs
Zara Si Aur Pila Do Bhang
Singer : Mohammad Rafi, Asha Bhosle

Zara Si Aur Pila Do Bhang Lyrics

Song Title = Zara Si Aur Pila Do Bhang
Movie/Album = Kaajal 1965
Singer(s) = Mohammad Rafi, Asha Bhosle
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Director = Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director = Ram Maheshwari

Mp3 Song Lyrics

((jara see aur pila do bhang, mai aaya dekh ke aisa rang
ke dil meraa dola, o jai bam bhola) - (2)

meree toh akal huyee hai dang
yeh kaisa badala teraa dhang
ke too tha bhola, o jai bam bhola

mujhe samajh naa too bairagee, maine aaj tapasya tyagee
u hu u hu e he e he
mujhe samajh naa too bairagee, maine aaj tapasya tyagee
tere rup kaa jhataka khake, (meree soyee jawanee jagee -2)
ja hat ja pare malang, kare kyon bich sabhee ke tang
ke too tha bhola, o jai bam bhola

jara see aur pila do bhang, mai aaya dekh ke aisa rang
ke dil meraa dola, o jai bam bhola

mere dil se nikale hay, goree kyon nakhare dikhalaye
en hu en hu e he e he.............
en hu en hu ja ja.............
mere dil se nikale hay, goree kyon nakhare dikhalaye
jara hans ke gale se lag ja, (tujhe kwara pyar bulaye -2)
tere tan par chad gaya jang, yu hee abb kyon chhadakaye ang
ke too tha bhola, o jai bam bhola

jara see aur pila do bhang, mai aaya dekh ke aisa rang
ke dil meraa dola o jai bam bhola..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Zara Si Aur Pila Do Bhang

Zara Si Aur Pila Do Bhang is a song from Kaajal 1965. It is sung by Mohammad Rafi, Asha Bhosle. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Kaajal 1965 album song list for more songs and album details.