Zamane Mein Sabhie Ko Lyrics, Singer & Song Details

Yeh Zindagi Ka Safar 2001 album cover

Yeh Zindagi Ka Safar 2001 Album Details

Tanuja Chandra
Daboo Malik
Salim Bijnori
Ameesha Patel, Jimmy Shergill, Gulshan Grover, Nafisa Ali

album songs
Zamane Mein Sabhie Ko
Singer : Hariharan

Zamane Mein Sabhie Ko Lyrics

Song Title = Zamane Mein Sabhie Ko
Movie/album = Yeh Zindagi Ka Safar (2001)
Singers = Hariharan
Song Lyricists = Salim Bijnori
Music Director = Daboo Malik
Director = Tanuja Chandra

Mp3 Song Lyrics

((Zamane mein sabhie ko
Milte hain gham
Tum na ghabrana
Yahan har raat ki
Subhah hai hamdam
Tum na ghabrana
Zamane mein sabhie ko
Milte hain gham
Tum na ghabrana

Chura lo tum khushi ke pal
Muqaddar ke khazane se
Bhala tab door hote hain
Yeh gham aansoon banane se
Tumhaare saath
Hona ho yeh aalam
Tum na ghabrana
Zamane mein sabhie ko
Milte hain gham
Tum na ghabrana

Sambhal jaao sambhal jaao
Abhi gir ke sambhalna hai
Utho vaade nibhane hain
Utho kuch door chalna hain
Chalenge to manzil payenge
Tum na ghabrana
Zamane mein sabhie ko
Milte hain gham
Tum na ghabrana
Yahan har raat ki
Subhah hai hamdam
Tum na ghabrana.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Zamane Mein Sabhie Ko

Zamane Mein Sabhie Ko is a song from Yeh Zindagi Ka Safar 2001. It is sung by Hariharan. Lyrics are credited to Salim Bijnori. Music information: Daboo Malik. Read the lyrics above and view the Yeh Zindagi Ka Safar 2001 album song list for more songs and album details.