Zamane Mein Koi Hamara Nahin Lyrics, Singer & Song Details

Farishta 1984 album cover

Farishta 1984 Album Details

Sunil Sikand
Rahul Dev Burman
Anand Bakshi
Ashok Kumar, Kanwaljit Singh, Smita Patil

album songs
Zamane Mein Koi Hamara Nahin
Singer : Kishore Kumar

Zamane Mein Koi Hamara Nahin Lyrics

Song Lyrics Title = Zamane Mein Koi Hamara Nahin
Movie/album = Farishta (1984)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = Sunil Sikand
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Zamane mein koi hamara nahi
Kisi ka bhi hamko sahara nahi
Zamane mein koi
Zamane mein koi hamara nahi
Kisi ka bhi hamko sahara nahi

Nasibo ke kale sawere to hai
Garibo ke ghar mein andhere to hai
Nasibo ke kale sawere to hai
Garibo ke ghar mein andhere to hai
Koi chand koi sitara nahi
Kisi ka bhi hamko sahara nahi

Sabhi ke liye ek duniya hai ye
Hamare liye gum ka dariya hai ye
Sabhi ke liye ek duniya hai ye
Hamare liye gum ka dariya hai ye
Bhawar hi bhawar hai ye kinara nahi
Kisi ka bhi hamko sahara nahi

Kahi se kisi ne na aawaz di
Rahe chup khuda aur bhagwan bhi
Kahi se kisi ne na aawaz di
Rahe chup khuda aur bhagwan bhi
Bhagwan bhi
Kise hamne jakar pukara nahi
Kisi ka bhi hamko sahara nahi
Sahara nahi sahara nahi.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Zamane Mein Koi Hamara Nahin

Zamane Mein Koi Hamara Nahin is a song from Farishta 1984. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Farishta 1984 album song list for more songs and album details.